Jo mau
sam beet jata hai dobara kyon nahin ata
kahin
se laut ker bachpan hamara kyon nahin ata
yahan anay ko to har din ki
ssi ke
saath ata hai
je
say i
s dil ne reh reh kar pukara kyon nahin ata
who ji
s ki lo mohabbat ki jabeen ka i
stara thi
to phir r
stay hamary mein wo ro
shan
sitara kyon nahin ata
bohat hairat hai ab baaghon mein jab kaliyan chatakti hain
hamary dehyan mein lehja tumhara kyon nahin ata
kabhi phelay hoay pairon
se jab kirnein jhalakti hain
ta
sawur main un ankhoon ka i
shara kyon nahin ata
bhatakta phir raha hoon din ke i
s weraan jangal mein
mehakti
sham ka rangeen kinara kyon nahin ata