phuulo.n
kii aarazuu me.n ba.De za
khm
khaaye hai.n
le
kin chaman
ke
khaar bhii ab ta
k paraaye hai.n
us par haraam hai Gam-e-dauraa.N
kii tal
khiyaa.N
jisa
ke nasiib me.n terii zulfo.n
ke saaye hai.n
mahashar me.n le gaii thii tabiyat
kii saadagii
le
kin ba.De
khuluus se ham lauT aaye hai.n
aayaa huu.N yaad baad-e-fanaa una
ko bhii ''Adam''
kyaa jald mere sii
kh pe imaan laaye hai.n