Ajnabi Ban Gaya Woh Yeh
keh
ker
ke
"Tum Ne Dosti Na Nibhai"
kaisa Dost Hai Woh Dost
ko Tanha
kar
ke
kehta Hai "Dosti Na Nibhai"
Chora Bhi
khud Hai Aur Bewafa Bhi Mujhe
kehta Hai
kitna Bewafa Hai Meri Wafa
ko Nahi Samajhta Hai
Toota Hai Mera Dil Per Woh Nahi Samjhe Ga
Na
kabhi Samajh Paya Mujhe Na Hi Samajhe Ga
Woh Jaye Aur Dosti Nibhaye
Hum To Ajnabi Hain Hum
kya Dosti Nibhayein