Wo the pehlu mai,or the chandni raat
Hamari Zindagi thi bas wohi chandni raat
Ajab chasma
k zani thi wisal
ki raat
Nazar in
ki thi or taroon bhari raat
Nigah-e-mast in
ki
k rahe hai
kahen hoti rahe hai saqi gari raat
Abas hai wada-e-farda tumhara
Mariz ishq
ki hai a
khri raat
kisi ne wada-e-farda
kia hai
Hume mar
kar basar
karni pari raat
Tabassum se
kisi
k ban gaye thi
Meri
khilwat sarapa CHANDNI RAAT!!!!!!!!!!!!!