Palat k Aaoge Tum Intizar kerta Hoon
Qasam khuda ki Tumhain Ab Bhi Pyaar kerta Hoon
Main Janta Hoon k Ye Sirf karb Deti Hy
Main Chahato''n Pe Magar Aitbaar kerta Hoon
kbhio Jo Chaand Utarta Hy Dil k Aangan Main
Main Sochta Hoon Tumhain Aur Beqarar Hota Hoon
Hawa ko Choom k Bheja Hy Us Nagar ki Taraf
Main khud ko Yun Bhi Beqara kerta Hoon
Wo Wada kerti Hy ker k Mukar Jati Hy
Yaqeen Us ka Magar Bar Bar krta Hoon
khlenge Phool kabhi Wafao''n k khizaye''n Bhi Hon Tou Umeed-e-Bahar kerta Hoon ....
Raat hai or main hathoon ko dekhtay huay
Soch raha hoon k ye Zindagi kis k naam karoon
Us k Naam jo dil ki Dharkano main hai
Ya phir us k Naam jo Hathoon ki lakeeron main hai..
Woh Shaks Ab Yaad Aa Raha Hai Mujh ko
Jo khud ko Pamistry ka Maahir Batata Thaa
Phir Ussi Ne Ek Din Meri Hatheli ki
Aarhi Tirchee Lakeerain Dekhee Theen
Us ka Jumla Hai Yaad Ab Tak ke Teri Fitrat Mein Hi Wafa Hai
Wafa ki khaatir Tu Jaan Degi
Magar Mein Yeh Bhi Jaanta Hon
Teri Wafa ko Shikast Hogi…
DIL SAAkIN WA JAAMID MERA WUJOOD SAHI
DIL-E-NAZUkkO ZARA BHI MAGAR QARAR NAHIN
BOHOT SOCHA THA BHOOL JAOON GA TUJH kO
TERE YADOON kE SAIY SE MAGAR FARAR NAHIN