Judai Say Mara
Wo b Nahi Main b Nahi,
Dono Insan hain
khuda wo b Nahi Main b Nahi,
Wo Mujhay,or Main ose Ilzaam daitay hain Magar,
Apne Andar Jhan
kta wo b Nahi MEin b Nahi,
ZAmanay Ne
ker dia dono mein Paida I
khtlaaf,
Warna Fitrat
ka ßura wo b Nahi MEin b Nahi,