laboN pe phool
khiltay haiN
kisi
ke naam se pahle
diloN
ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle
kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahiN pata
kahani
khatam hoti hai
kabhi anjaam se pahle
yahi taare tumhaari aan
kh
ki chilman meiN rehte the
yahi sooraj ni
kalta thaa tumhare baam se pahle
hui hai shaam jungle main parinde laut.te honge
ab in
ko
kis tarah ro
kaiN nawaah-e-daam se pahle
ya saare rang murdaa the tumhaari sha
kl banne ta
k
ya saare harf muhmal the tumhaare naam se pahle
huaa hai wo agar munsif tou Amjad ihtiyataN ham
sazaa tasleem
karte hain
kisi ilzam se pahle