jaan SMS Messages703 messages

AnjaN C MolaQat PeHCaN Ban Gai,
eK MeeThe Se RishTe Ki jaan Ban Gai,
2 KadaM Tum ChalE,
2 KadaM Hum ChalE,
Our DoSTi Ki Raah AsaaN Ban Gai...!
Dosti Wo Nahi Hoti Jo
"jaan" Deti Hy

Dosti Wo Nahi Hoti Jo
"MUSKAAN" Deti Hy

Asli Dosti Tou Wo Hoti
Hy

Jo Paani Main Gira
"AANSUU" Bhi
Pehchaan Leti Hy
MUSAFIR TO BICHARTE HAIN,
RAFAAQAT KAB BADALTI HAI,
MOHABBAT ZINDA REHTI HAI,
MOHABBAT KAB BADALTI HAI,
TUMHEN JO YAAD RAKHA HAI,
YEH HI APNI MOHABBAT HAI,
JO PATHAR PAR LIKHI JAAYE,
WO IBAARAT KAB BADALTI HAI,
KALI KA PHOOL BANNA OR BIKHAR jaanA MUQADDAR HAI,
YE HI QANOON-E-FITRAT HAI,
YEH FITRAT KAB BADALTI HAI,
JO DIL PE NAQSH KAR JAAYE OR AANKHON ME SIMAT AAYE,
ALAAMAT HAI YEH CHAHAT KI OR CHAHAT KAB BADALTI HAI,…….?????
ALLAH AAP KI HIFAAZAT KARE ( AAMEEN
Aapne dil ka haal batana chod diya,
humne bhi gehrai mein jaana chod diya.

Areyy yeh kia ?
Holi se pehle hi aapne nahana chod diya!!
Phir Aaj ''''HAQ'''' K Liye jaan Fida Kare Koi

Wafa Bhi ''''JHOOM''''Uthe Yun Wafa Kare Koi

Namaz ''''1400 Saalon'''' Se Intizar Main Hai

''''HUSSAIN'''' Ki Terha Mujh Ko Adaa Kare Koi . . .
Nazar Gum hai Nazaro Ko Badi Takleef Hoti Hai
Baghair unke nazaro ko Badi Takleef Hoti Hai
Nabi Kehte The ye Aksar Ke Aksar Zikr e Haider Se
mere Kuch jaan Nisaro Ko Badi Takleef Hoti hai

jo maatam ke sada say ghar sada anjaan rehta hhai

wahan rehmat nahi hoti wahan shaitaan rehta hai

khuda bhi door rehta hai farishtay bhi nhai atay

jahan majlis nahiii hoti wo gher weeran rehta hai
Aaye baghe askari k muqadas tareen phool
Aaye kaaba e fikro nazar aa kibla e asool
Aa hum say bhi khiraj e dil o jaan Kijye wasool
Mola tairey bagair hum ko qayamat nhn qabool
Jannat me maalo zar na hukumat k wastay
hum ji rahey hyn teri ziyarat k wastay
Daagh e Matam jo seenay se laga rakkha hai
Dil ko Mola ka aza khana bana rakkha hai
Mushkilo soch k aana mere ghar ki jaanib
Meine Ghazi(AS) ka alam ghar pe laga rakkha hai
Krbala K jaan
Nisaroon Ko
SALAM
Fatima Zahra K
Pyaroon Ko
SALAM
Jo Hussaini
Qaflay Mein
Thay Shareek
Kehtay Hain
Attar
Saroon Ko
SALAM
Mana Ke ye As''hab Aqeedat Ke Nishan The
Tasleem Kia Ahmed e Mursal Ki Ye jaan The
Namoos e Sahaba Ke Khateebo Se Ye Poocho
Ye Log Muhammad (SAWW) Ke Janazay Me Kaha The?
Aaj Bhaagne Wale, Raasta Na Painge
Maimana Ghadeeri Hai, Maisara Ghadeeri Hai

Naam Leke Haider Ka, Ham Ye jaan Lete Hain
Kon Hai Saqeefaaai Kon Sa GHADEERI hai