gham SMS Messages369 messages

Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya,
Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya,

Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main,
Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya,

Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se,
usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool gaya
Her Subah Teri Dunia Mai Roshni Ker De.

Rab Tere gham Ko Teri Khushi Ker de.

Jub Kubhi Doobne Lgain Teri Sansain.

Khuda Tuj Mai Muntqil Meri Zindgi Ker De.
Sab Kuch Milta Hai Is Jahan Mein Amjad
Nahin Milta To Guzra Hoa Pal Nahin Milta

Kartey Rahe’n Ge Younhi Sairab Zameene’n
In Aansoo’n Ko Ab Koi Aanchal Nahin Milta

Ghurbat Mein Mayyasar Kahan Khushion Ki Dilbari
Sehra Mein Kisi Ko Kabhi Baadal Nahin Milta

Kahney Ko gham Khowar-o-Chara Saaz Hain Bohat
Amlann Kisi Ke Saath Koi Shamil Nahin Milta

Ham Imaan Ki Dolat Liye Shahadat Ke Muntazir
Hamari Safo’n Mein Koi Buzdil Nahin Milta.
MiL JAaTi Hai KiTnO kO KhUsHi,

Mit JaAtE Hai KiTnO kE gham,

sMs isH LiyE BhEj RahE Hai HuM,

TaAki DuR RahE kAr bHi nA hO AapKi MuSkAn KaM.
Hum Chup Chap Hain Humay Hergiz Be-Hiss Na Samjho...

Shihdiat-E-gham Se Bhi Ban Jatay Hain Log Pather Dill.....
Sukun-e-Qurb Me Utro
Tou Yaad Kr Lena

Kbhi Jo Tuut k Bikhro
Tou Yaad Kr Lena

Khushi k Waqt Me Chahe
Hume''n Bhula Dena

ghamon ki Rah Jo Dkho
Tou Yaad Kr Lena
Aao Chale''n
Tanhaio''n k Safar Py
Hum
Jahan Manzile''n Hyn
Na Rasty
Duria''n Hyn Na Faasly
Jahan Koi bBe-wafa Nhi
Jahan Dard-o-gham
Jata Nhi
Jahan Pyar Hy Na
Qasam Koi
Iqrar Hy na Bharam Koi
Jahan "DIL" Koi Jalta Nhi
Be-Maut Koi Marta Nahi
Aao Chalo Mere Saath Tum
Mere Humsafar
Mere Khwab Tum
Aao Chalo Mere Saath Tum
ghamon k Selaab Tu Pehle Bhi Bardasht kr Lete Thy ''ALI''

Par Ab Tu Ek Katray Se Bhi AankhAin Bheegh jati hAin
Bohat Mubat se aisa ha,
Ke Tum khamosh rehtay ho,
Koi Gehra hai ghum shayad,
Jisay chup chap sehtay ho,
Yunhi chaltay huay tanha,
Koi ghamgeen sa naghma ho,
Doran-e-guftagoo younhi,
Milen nazron se jab nazren,
To batain bhool jatay ho,
Kisi gumsum si halat mein,
Ya phir barish ke mosam mein,
Faqat itna he kehtay ho,
Udasi be-waja si hay,
Bohat bojhal si tabiyat ha,
Bhala such kuen nahi kehtay,
Tumhen mujh se Mohabbat ha,
gham k Saaye uski janib se hta dooN lakiN

Mere Bas main nahi haathon ki Lakeerain Likhna
Yeh Aalam hy gham Furqat se in k Natwanon ka

k AahoN Main Rasai hy na Ashk0n main Rawaani
Hazaron gham hain lekin aankh se nikley nahi ansoo

Hum ehl e zerf hain peetay hian chulkaya nahi kertey.