chehra SMS Messages171 messages

Tere Ankhoo May Ansuoo Key Chammak Deakhy
Teray chehray Per Gum Key Dahnak Deakhy
Phir Pucha Kya Baat Hai Toa Kehnay Lugy
Khawab May Tumhare Judaee Key Jahlak Deakhy
Dil Ki Baatein Bata Deti Hain, Aankhein
Dharkano Ko Jaga Deti Hain, Aankhein

Dil Pe Chalta Nahi Jadoo, chehraun Ka Kabhi
Dil Ko To Deewana Bana Deti Hain, Aankhein

Woh Hum Se Baat Nahi Karte, To Na Karein
Haal Sara Unke Dil Ka Suna Deti Hain, Aankhein

Gham Sada Rehta Nahi, Aadmi Ke Saath
Ashk Bana Kar Chalka Deti Hain, Aankhein

Aata Hai Jab Dor-E-Jawani, To Ae-Dosto
Sunder Sapne Zehan Mein Basa Deti Hain, Aankhein

Mana Ke Neend Aati Hai, Aankhon Hi Ke Raaste
Magar Kabhi Kabaar Neend Bhi Uraa Deti Hain, Aankhein

Shukar Hai Rab Ne Ata Ki, Aankhon Ki Neamat
Humaare Dard-O-Gham Saare Dil Ke, Chupa Deti Hain Aankhein
Bherkaain Meri Pyaas Ko Aksar Teri Aankhain
Sehraa Meraa chehraa Hay Samundar Teri Aankhain
Phir Kon Bhalaa Daad-E-Tabassum Inhain De Gaa
Royengi Bohat Mujhse Bicher Ker Teri Aankhain
Chupkey Chupkey Ro Lena

Jub Seena Ghum Se Bojhal Ho
Aur Yaad Kisi Ki Aati Ho
Tub Kamrey Main Bund Ho Jana
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Jub Aankhein Baghi Ho Jaein
Aur Yaad Main Meri Bhar Aaein
Phir Khud Ko Dhuka Mat Dena
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Jub Pulkeen Kerb Se Mondi Hoon
Aur Sub Sumjhein Tum Sotey Ho
Tub Moan Pe Takya Rakh Lena
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Yeh Duniya Zalim Duniya Hai
Yeh Baat Bohoot Phailaye Gi
Tum Samney Sub Ke Chup Rehna
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Jub Barish chehra Dho Daley
Aur Ashk Bhi Boondein Lagtey Hoon
Woh Lamha Hergiz Mat Khona
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Apni Nazroon Se Jo Gir Jaye Woh chehra Na Bana
Mujh Ko Lamhe-A-Fursat Ka Khilona Na Bana

Saink’roon Rastey Hain Ajnabi Ho Janey Ke
Tark Karna Hai Tou Talook Ka Bahana Na Bana

Jhoot Ehsaas Ki Qandeel Ko Boojha Deta Hai
Muhjey Insaan Samja Khud Ko Farishta Na Bana

Apni Yaadein Tu Mere Dil Main Basi Rehne Dey
Is Mehaktey Huay Gulzaar Ko Sehra Na Bana

Mein Tu Pehle Hi Zakhum Liye Phirta Hoon
Muhjey Aab Shehar Dard-E-Tamasha Na Bana

Thak Gaeen Hain Mere Ehsaas Ki Aakhain
Nqash-E-Deewar Per Aab Koi Afsana Na Bana
KISI KA chehra GHOOMTA HAI AANKHON MEIN MERI,KSEY PALKON KO KAHUN KI KHAMOSH RAHO ! SUKOON MILA HAI ARSEY SE INHEY, KESEY DHADKANO SE KAHUN KI DHIREY CHALO
jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta
bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta

baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki
ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta

aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka
wo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi deta

shayad jaanta hai wo bhi in aankhon men aansuo ka sailaab hai
jaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi deta

mujhse kehta hai, ��main to mar jaunga tumhare bina“
main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta..
chehray pey meray zulf ko bikhrao kisi din
Kyou roz garajtay ho baras jao kisi din
Peron ki tarah husan ki barish mein naha lo
Badal ki tarah jhoom k ghar aao kisi din
Khushbo ki tarah guzro meray dil ki gali say
Pholon ki tarah mujh pey bikhar jao kisi din
Guzren jo meray ghar say tu ruk jaen sitaray
Es tarah meri rat ko mehkao kisi din
Mein apni har ek sans usi rat ko day don
Sar rakh k meray senay pay so jao kisi din
Tumhari zulfein tumhari palkein
Tumhari aankhein tumhara chehra
Tumharay shaanay
Surahi daar garden
Kalion mein khanktay kangan
Hinaai haathaon mein unglion
Ki haseen purrain k jin mein
Sandal mehak rahi hai
Yeh naram saanson ki gungunahat
Qadam uthao tu dharkanein sath
Chorti hainbadan ka har zawiya qyamat
Nahi tumhari missal gori
Kamal ho tum kamal gori
Tunicsay sab kuch haseen hai
Lajawab hai par
Meri nahi hai
Tumhara kuch bhi mera nahi ha
Chehron Mein 1 chehra Khojne Ki Adat Hai,

Mujhko Bheer Me Beth Kar Sochne Ki Adat Hai,
Gila Ho B to kya unse Sitam Gari ka K jinhain

Phool Shakhon Se Nochane ki Adat Hai,

Mat Dhoonda kejiye Mere Har Lafz Ki Tasweer,

Min To Pagal Hon Mughay Youn Hi Bolne Ki Adat Hai,

WaQt Hai Nhi Dunya K paas Mujhay Ja"nay Ka

Aur Mujhko B kab Apna Aap Kholne Ki Adat Hai

Tum Shish Ho to Phir Mujh Se Door He Raho

Main Pathar Hon Mujhay Shisha Tornay Ki Adat Hai,
Milo K Aaj Koi Baat

Ru Baru Ker Lain,

Ye Kyoun Hai Duriyan Kuch Is Pey

Guftugo Ker Lain,

Karangay Phir Se Ibadat Tumharay chehray Ki,


K Pehlay Aankhon Ko Ashkon Se Ba-Wazo Ker Lain.
****ROOOMII*****
Uftadgaan-e-khaak ke imdaad k leay...
Ek nemat-e-khuda tha janam benazir ka...

Koe rukawat es k leay sud-e-raah na the...
Rukta na tha kahen b qadam Benazir ka...

Ufkaar us k nayar-e-tabaan se kam na they...
chehra tha maah-e-chaar dahum Benazir ka...

Logon ko us ke baat ka kamil yaqeen tha...
Qaim Khuda rakhay ga bharam Benazir ka...