Der lagi aane mein tumko shukr hai phir bhi aaye to
Aas ne dil ka saath na
chhoda waise ham ghabaraaye to
Shafaq, dhanak, mahtaab, ghataayen, taare, nagmeiN, bijali, phuul
Uss daman mein kya kya ku
ch hai vo daman haath mein aaye to
chahat ke badle mein hum toh be
ch de apni marzi tak
koi mile toh dil ka gahak, koi hamen apnaaye to
kyn ye mihr_angez tabassum madd-e-nazar jab ku
ch b nhi
haaye agar koi anjaan agar iss dhoke mein aa jaaye to
suni sunaai baat nahin hai apne upar beeti hai
phool nikalte hain sholoN se
chahat aag lagaaye to
jhooth hai sab tareekh hamesha apne ko dohraati hai
a
ch
chha meraa khwab-e-jawani thoda sa doharaaye to
nadaani aur majbuuri mein yaaro ku
ch toh farq karo
ek bebas insaan kare kya tuut ke dil aa jaaye to....