(Be
chara Mard)
Mard agar aurat par hath uthai to zalim, agar aurat se pit jaye to buzdil, aurat ke agay
chalay to Firoun pee
che
chale to zan mured, aurat ko kisi ke sath dekh ke laray to jealous, agar ku
ch na kahe to beghairat, agar ghar se bahar rahe to awara, ghar mein rahe to nakara, ba
chon ko dantay to jabir, na dantay to laperwah, aurat ko kam se rokay to daqianos, na rokay to aurat ki kamai khanay wala.
Haaye Mard be
chara jaye tu jaye kahan.