aankhain SMS Messages62 messages

Us Se Kehna Hum Mazay Main Hain
Bas Yaadain Bohat Stati Hain
Un Ki Duuri Ka Gham Nahi Mujhe
Bas Zara aankhain Bheeg Jati Hain
Bherkaain Meri Pyaas Ko Aksar Teri aankhain
Sehraa Meraa Chehraa Hay Samundar Teri aankhain
Phir Kon Bhalaa Daad-E-Tabassum Inhain De Gaa
Royengi Bohat Mujhse Bicher Ker Teri aankhain
Bhool Sakta Hay Bhala Kaon Yeh Pyaari aankhain
Rang Mein Doobi Huii Neend Say Bhaari aankhain

Mairi Her Saans Nay Her Sooch Nay Chaaha Hay Tumhain
Jab Say Daikha Hay Tumhain, Tab Sai Saraaha Hay Tumhain
Bas Gaii Hain Mairi Aankhon Main Tumhaari aankhain

Tum Jo Nazron Ko Uthaao To Sitaray Jhuk Jaaeyn
Tum Jo Palkon Ko Jhukaao To Zamanay Ruk Jaaeyn
Kyun Na Ban Jaaeyn In Aankhon Ki Pujaari aankhain

Jaagti Raaton Ko Sapnon Ka Khazana Mil Jaaey
Tum Jo Mil Jaao Jeenay Ka Bahaana Mil Jaaey
Apni Qismat Pay Kerain Naaz Hamaari aankhain

Itna roya hoon k ab aankh main pani bhi nahi

Main ney yeh baat magar usko batani bhi nahi

Sirf aankhain jo ban jayain to yeh bhi hai bohat

Puree tasveer mujhe uski banani bhi nahin

Zindagi! ab to taluq ki yehi surat hai

Tujh se rakhni bhi hai aur tujh se nibhani bhi nahi
Kyun Jaagte Ho ?

Kia Sochte Ho ?

Kuch Hum Se Kaho

Tanha na Raho

Socha Na KAro

Ab Raat Ki aankhain Bheeg Chaliin

Aur Chaand Bhi Hai Chuph Jane Ko

Kuch Der Main Shabnam Aaye Gi

Phoolo''n Ki Pyas Bujhane Ko

Shadaab Shagoofo''n Ki Suurat

Khwabo''n K Nagar Main Kho Jao

Ab So jao . . . ! ! !

Ab So Jao . . . ! ! !
Tumhari aankhain Panion Say Bhari
Her Waqat Brasnay Ko Tayar

Samandar Say Gahri aankhain
In Aankhon Say Ho Gaya Hay Payar
AB Mohabbat Ki Wakalat Nahi Ki Ja Sakti
Shehar Bher Se To Adawat Nahi Ki Ja Sakti
Mera Chehra Meri aankhain hain Salamat Ab bhi
Kon Kehta HAi Wazahat Nahi Ki Ja Sakti
Baat Ye Hai K Koi Toot K Chahye To Sahi
Her Kisi Se To Mohabbat Nahi Ki Ja Sakti
Bari Bechainii Basti Hai kabhi Milne Chale Aao
Ye Duniya Mujh Pe Hansti Hai Kabhi Milne Chale Aao
Koi B Pal nahi Guzara Jo Ho Teri Yaad Se Khali
Tanhai Mujhko Dasti Hai Kabhi Milne Chale Aao
Bari Muddat Guzar Giye Tera Didar Na Hua
Meri aankhain Tarasti Hain Kabhi Milne Chale Aao
nA jAnAy hOgAyA hOo iS qAdAr hAssAaS mAI kAb sE,
kISi sE bAat kArtA hOo tO aankhain bHeeG jAtI hAIn...
Subah Hoe To aankhain Aisay Neend Se Bojhal Thin

FARAZ

Jaisay Koi Jag Raha Tha Mujh Main Sari Raat