aankh SMS Messages740 messages

ROSHNI" kab kam hui pata na chala. "KHUSHI"kab gum hui pata na chala. Tumhari "YAAD" me khoye kuch is tarah. "aankh" kab nam hui pata na chala...
Tumhara hamara rishta to aankhon aur palkon jaisa hai, Agar palak kuch der na jhapke to aankh ro deti hai, Aur agar aankh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai
Na rahi aaj wo apni kahani, Na wo hasin din na wo raatein suhani, Phir
bhi hume aziz hai unki har nishaani, Chahe dil ka wo dard ho ya aankho ka
paani...
Dil kitna majboor hai,

aankho se neend door hai.

Jis se milna chahte hai hum

wo humse koso door hai.

Aye hawa ye to bata

kya meri tarah wo bhi majboor hai?
Raat meri aankho se ek aansu nikal aaya
Maine usse pucha tu kyo aaya
To usne mujhe bataya ki dear!
Koyi in aankho me etana hai samaya ki
Mai chah kar bhi apni jagah na bna paya.
Log kanto se bach ke chalet hai..

Humne to phoolo se zakham khaye hai..

Tum gairo kee baat karte ho..

Humne to apne bhee aazmaye hai..



U to khwab aksar hee toot jate hai mere..

Phir bhee kuch toote khwab apne liye bachaye hai..

Wo gairo se kuch nahi chupa pate..

Humne apni aankho se bhee aansu chupaye hai..
Kitni nayab thi khamosh chahat uski,

Aaj woh pass nahi hay tu hai hasrat us ki,

Ashk giry hein aankhon say tu lagta hay,

Dil mein jaisay utar ayee hai surat uski.
"PHOOL"
Khushboo k liay

"PYAR"
Nibhane k liye

"aankhAIN"
Dil churane k liye

Or Yeh Msg Ap Ko
"MERI YAAD"
Dilane Ke liye..
HaPpy NeW YeAr
Happy World Eyes Day..!!

Aap k khiyal se meri aankhian kesi lagti hain?


Romantic?

Deep like River

Angry

Cute

Tough Hard

shy

Happy

lovely

Horror

Caryinhg

Soft
Santa:Mujhe Tou aankhey

Band Karney Par Bhi Dikhayi Deta Hai.

Banta:Achchaa, Kya Dikhta Hai?

Santa:Andhera.
Tech: jab bijli chamkti ha
to hum ko roshni pehly aor
awaz bad me Q ati ha?


Sardar: Kyonki hamari aankhen aagey hai aur kaan piche......
qareeb maut khari hai zaraa thahar jao
qazaa se aankh lari hai zaraa thahar jao

thaki thaki si fazaayen bujhe bujhe taare
bari udaas ghari hai zaraa thahar jao

nahin ummeed ki ham aaj ki sahar dekhen
ye raat ham pe kari hai zaraa thahar jao

abhi na jao ke taaron kaa dil dharaktaa hai
tamaam raat pari hai zaraa thahar jao

phir is ke baad kabhi ham na tum ko rokenge
labon pe saans ari hai zaraa thahar jao

dam-e-firaaq mein ji bhar ke tum ko dekh to luun
ye faisale kii ghari hai zaraa thahar jao X