aankh SMS Messages740 messages

woh barsaat
jis ke intizar main bara maah guzre
kaali ghataa chaane ke baad
poora samaa jhal thal ho gya
pattay bheege
phoolon ne bhi ghusal kia
per mere honton ko
us aek katray ki pyas rahi
jo teri zulf se ho kar
tere rukhsar pe bahay
aur jab wohi aek katra
teri ghulab ki pankharion
se labon per aa ke thehray
apni barson ki pyas bhuja loon
teri aankhon ko choom loon
tere sapno main ashiyana bana loon
tere labon ko choo loon
teri har baat ammar kar doon
tere ghulabi rukhsaron per chehra laga ke
kisi dhoop main chaon ki manind
umer guzar doon
tera wajood orh loon
kahe to zindagi tere naam kar doon
Kisi ne hume aashiq kaha,

Kisi ne hume diwana kaha....

In aankhon me aansu tab aaye,

Jab apnon ne hume begana kaha....
Muhabbat “DEAL“ Se Maawara Rishta Sahi
Phir Bhi
Chalo Ek DEAL Kertay Hain
Yeh Saraa Aasman Lay Lo
Mujhe Bus Woh Sitara Day Do
Tumharay Naam Se Jo Aasman Per Jhilmilata Hai
Mujhay Inn Guftugu Kerti Hui aankhon Se Kiya Lena?
Mujhay Woh Un-Kahi Day Do
Jisay Sun“nay Ki Hasrat Main Hawa Tham Thum Ke Chalti Hai
Tumharay Reshmi Malboos Main Perti Hui Silwat
Tumharay Qurb Ki Dheemi Sulagti Aanch Si Garmi
Tumharay Paon Ki Aahat
Jo Tappti Dopaher Ko Sham Main Tabdeel Kerti Hai
Tumharay Paas Say Uth“ti Hui Khushbo
Mujhay Inn Sab Se Kiya Lena?
Magar Inn Sab Ke Badlay Main
Mujhay Iss Be-yaqeeni Se Rehaee Day Do
To Acha Hai
Hawaa Ke Doosh Per Rakhay Diyay Jaisay
Meray Bujhtay Huay Dil Ko
kaha tak raqs karna haiiiii
mujh se mat pooch kyun aankhen jhookali maine
teri tasveer thi jo tujh se chupali maine
mere muqaddar main jo likha tha ke tu mere naseeb main nahi
apne mathe ki woh tehreer mitaali maine
zindagi main yahan har kisi ko sacha pyar kahan milta hai
kisi ki wafaanon par likhi ek nazm uthali maine
gheri rehti hain din raat teri yaadein
in yaadon ke sahare zindagi saajali maine
jin ke sheron ko sun kar bahut roya karta tha
bas wohi ek baat sab se chupali maine
Apki aankho mein Aansu aur chehre pe hasi hai...Wah..waApki aankho mein Aansu or chere pe hasi hai,Aisa lagta hai k aapki Lulli zip mein phasi hai.
Aanken Band Kar Bhi, Hum Tera Deedar Karte Hain,
Aye Sanam, Hum To Sirf Tum Se Pyar Karte Hain.
Lakh Chaah Kar Bhi Main Tujhe Bhula Nahi Saktey,
Saans Rahte, Teri Tasvir aankhon Se Hataa Nahi Saktey.
Aakhiri Pal Tak O Bewafaa, Tujehe Yaad Kartey Hoon,
Teri Yaadon Yo Seene Mein Basaa Kar Chaltey Hoon.
Dil ki Batain bata deti hain aankhein
Dhadkanon ko Jaga deti hain, aankhein

Dil pe chalta nahi Jadoo Chehron ka kabhi
Dil ko tu Deewana bana deti hain aankhein

Woh hum se baat nahi karti tu na kare
Haal sara un ke dil ka Suna deti hain aankhein

Gham sada rehta nahi Aadmi ke saath
Ashk bana kar Chalka deti hain aankhein

Aata hai jab dor - e - Jawani , tu aye Dosto
Sunder Sapne Zehan main Basa deti hain aankhein

Mana ke Neend aati hai aankhon hi ke raste
Magar kabhi kabar Neend uda deti hain aankhein
kabhi dard to kabhi dua di hai,
dil ka chain aur aankhon ki neend uda di hai;
ye teri yaade hai ya mere dard ki inteha,
palkon ki katro pe nami saja di hai.
aankhen bandh karnge to hame hi dekhonge,
aankhen kholonge to hame hi paonge,
zindagi me kabhi rona mat,
warna un ansuo ke sath tum hame bhi gavaoge
Palko K Uthte Hi Do Diye Se Jal Jaate Hai
Jhuk Jaati Hai Jab Palke
To Band Kaliyo Se Nazar Aate Hai
Uski aankhe hai Ya Meh K Pyale
Jo Bin Peeye Hi Hum Behak Se Jaate Hai....
Meri zameen par jo chandni hai
Woh sab teri hai
Meray falak par jo dilkashi hai
Woh sab teri hai
Jo titilion k paron pay likhay hain khat merayhain
Yeh jugnoun mein jo roshni hai
Woh sab teri hai
Jo shab pay chai khamoshian hain
Woh sab meri hain
Sehar mein jitni bhi naghmaghi hai
Woh sab teri hai
Jo teri muthi mein khushboain hain
Woh sab meri hain
Jo meri aankh meein roshni hai
Woh sab teri hai
Main udasian na saja sakoon
kabi jism-o-jan k mazar pay.
Na diay jalain meri aankh main
mujay itni sakht saza na dai.
Zara dhaikh phool ki pation nay
bikhar bikhar k tamam shab
Tera naam likha hai rait par
koi laihar aa k mita na dai.
Mairay sath chalnay k shoke main
bari dhoop sar pay uthay ga.
Tiara naak naksha hai moom ka
kahein ghum ki aag ghola na dai.
Main gazal ki shabnami aankh say
yah dukhoon k phool chuna karoon.
Meri sultanat mera fun rahay
Mujay taj-o-takht khuda na dai.