Sooraj SMS Messages35 messages

MERY ashkon ko palkon peh machalna bhi nahin aata...
hasar-e-zabt say to mujh ko nikaln bhi nahin aata...
mujhy lagta hai jaisy main wo koi gham ka Sooraj hoon...
keh jisy sham ho jany peh dhalna bhi nahin aata...
yehi taarey tumhaari aankh ki chilman mein rehtey thay
yehi Sooraj nikalta tha tumhaarey baam se pehley


yay saarey rang murda thay tumhari shakl banney tak
yay saarey lafz mohmal thay tumhaarey naam se pehley
Main nye soraj sye mohabbat ki
to woh ghoroob ho gaya
Chand sye mohabbat ki
to woh chhoop gaya
Janwar sye mohabbat ki
to woh samjh na saka
Insan sye mohabbat ki
to woh wafa na ker saka
Akher mohabbat kia hye ?

muhabat woh hai jiska Sooraj hamesha chamakta hai
muhabat woh hai jiski jaban janwar bhi samajhtey hain
muhabat woh hai jo insaan ko muhabat ki qabil banati hai
muhabat ye sab hai aur sirf muhabat
Tu Yaad Bohat Aaya Har Sham Kay Baad,

Kabi Aaghaz Se Pehle Kabi Anjam Kay Baad,

Iss Doobte Sooraj Ki Qasam Iss Dil Pay..

Koi Naam Nahi Likha Tere Naam Kay Baad..!
Tumhare Baad In Phoolon Ko Khilna Kyun Nahi Aaya
Wohi Dharti Wohi Sooraj Sawera Kyun Nahi Aaya
Wohi Bersaat Ka Mosam Wohi Chahye Hue Badal
WO Rut Lout Aye hai Lakin wo lamha Kyun nahi aaya
Mulaqatain Huin Batain Huin Ghull mil gaye dono
Magar Dil mein utar jane ka moka kyun nahi aaya
laboN pe phool khiltay haiN kisi ke naam se pahle
diloN ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle

kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahiN pata
kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle

yahi taare tumhaari aankh ki chilman meiN rehte the
yahi Sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle

hui hai shaam jungle main parinde laut.te honge
ab in ko kis tarah rokaiN nawaah-e-daam se pahle

ya saare rang murdaa the tumhaari shakl banne tak
ya saare harf muhmal the tumhaare naam se pahle

huaa hai wo agar munsif tou Amjad ihtiyataN ham
sazaa tasleem karte hain kisi ilzam se pahle
Tumhain bhool gya hoon, akailay rehna aa gya hai shaid.
Woh jiss khirki main chand tha, Sooraj aa gya hai shaid.


Mehfill sakoon main hai, Paimana hai preshaan.
teray laboon ko chhoo kar, wapiss aa gya hai shaid
Apni Beeti Hui Rangeen Jawani Dega,
Mujh Ko Tasveer Bi Dega To Purani Dega.

Aadatein Milti Hein Sooraj Se Bohat Kuch Uski,
Waqt-e-Rukhsat Bi Wo Ik Sham Suhani Dega.

Mere Maathe Ki Lakeeron Mein Izafa Ker K,
Wo Bi Maazi Ki Tarha Apni Nishani Dega.

Barf Hojayega Jab Mere Lahu Ka Dariya,
Tab Kahin Ja K Wo Mojon Ko Rawani Dega.

Maine Ye Soch K Boye Nahi Khuwabon K Darakht,
Kon Jangal Mein Lage Pair Ko Pani Dega..? O_o
simat te paya
ek nai umang mein har baar meri aankhon ne kshitij mein sama rahe

Sooraj ko nihara.........par phir subhe ki laalima mein palkon ko

bheega hua paya
shaamon-sehar bas tanhai..........aur har lamha isi soch mein beeta
is duniya ko main samajh nahi payi ya is bhari duniya mein koi

..............mujhe samajh nai paya?
Pathan: Yar Sooraj Raat Ko
Kyu Nhi Nikalta?
















2nd Pathan:

Hahahaha


Niklega Bhi ToU Andhere Main
Tere Baap K0 Bhi Nazar Nahi
Aye Ga... ;->


Pathan: Yar Sooraj Raat Ko
Kyu Nhi Nikalta?
















2nd Pathan:

Hahahaha


Niklega Bhi ToU Andhere Main
Tere Baap K0 Bhi Nazar Nahi
Aye Ga... ;->