Sooraj SMS Messages35 messages


Sochne Ki Tumhe Kia Zaroorat Hai,

Pukara Hai Jo Naam Tumhara,

Pukarne Wala Koi Gair Nahin,

Ek Pyara Sa Anjana Sa Dost Hai Tumhara



main bhool jaoon usay kaisi bat krty ho FARAZ

kabi din nay bi aaghaz kia hay Sooraj kay bhghair

Hum"raat k "Sitaray"hain,





"Tanhaiyon"k maray hain,





"Tum"hum ko "Thokra"do Beshak





magar





"Hum"phir bhi "dost"tumhare hain
Copy to clipboard
Ghar mom ka pahlay to banaya nahi jata,
ban gayay to Sooraj say bachaya nahi jata,
ab tum ho muqabil to mujhay harna hoga,
tum ko to meri jan haraya nahi jata ........
itna udas shaam ka manzar kabhi na tha,
Sooraj ke sath doob gaya mera dil bhi aaj...
Think About It

Words by Dr. ALAMA IQBAL :

"Sooraj humei''n har shaam ye dars deta hy,
k maghrib ki taraf jao gey tou doob jao gey...."
Yeh Jo Dhoop Main Baarish Ho Rahi Hai
Sooraj K Khilaaf Saazish Ho Rahi Hai

Rait Pani Main Hal Ho Nahi Sakti
Yeh Tabiyat Badal Nahi Sakti
Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai, Sooraj ne gagan se Salam
bheja hai, Mubarak ho Aapko nayi subhah, Tahe-Dil se Humne
ye Paigaam bheja hai Good Morning
TAIRE HOTE HOWE MAHFEL MAIN JALATAY HAIN CHARAGH....
LOOG KIA SAADA HAIN Sooraj KO DEKHATAY HAIN CHARAGH
Tumharay dam se thay sab rang o noor sab kaif o suroor
Tumharay baad tu Sooraj ne aag bersaii
Kia khabar kon si zanjeer teray pairon main thi
Jo nibhaye nag aye piyar k waday tujh se
Wo jis ne khuaab bichaye thay teray rastay main
Wo shaksh ab bhi teri rah guzar main betha hai
Ja mujh ko agar chodd k jana hai zaroori
Haathoon main teray haath hain zanjeer nhin hai
Yeh Adhoora PaN
Jaisay Adhi kaali raat,
Jaisay Aadha chand,
Jaisay bin Sooraj kiran,
Jaisay bin badal barsaat,
Jaisay jungal mein tanha hiran,
Jaisay be Aawaz koiyal,
Jaisay Sookhi Kali,
Jaisay Thehra hoa paani,
Jaisay bin paani machhali,
Jaisay Andha Raahi,
Jaisay bikhari zulfein,
Jaisay dolhay bin baraat,

Aisay hi tum bin main,


Aur mera yeh Adhora PaN
koch kehnai ka waqt nahi hai koch na kaho khamoosh raho
ai logo khamoosh raho haan ai loogo khamoosh raho

sach acha, par is kai jalo main, zehr ka aik piyala bhi
pagal hu, kiyoon nahaq ko "suqraat" banoo, khamoosh raho

haq acha par is kai liya koi aur marai tu aur acha hai
tum bhi ki "mansoor" hu jo soli pai charhoo, khamosh raho

un ka yeh kehna soraj hi dharti kai phairai karta hai
sar ankhoon par, Sooraj hi ko ghomnai do, khamoosh raho

majlis main kooch habs hai aur zanjeer ka ahan chubhta hai
phir soocho, haan hir soocho, haan phir soochoo, khamoosh raho

garm ansoo aur thandi anhain, man main kiya kiya mausam hain
is baghya kai bhaid na kholoo, sair karoo , khamoosh raho
Yun hi intezar karta raha or waqt dhalta raha
mere intezar ka Sooraj her lamha pighalta raha

tay to yeh hua tha key payen gay aik hi manzil
beech rah main woh mukar geya soo-e-manzil main chata raha

kabi us key liye hans diye kabi us key liye ro diye
woh khud ko to na badal saka bus mujh ko he badalta raha

ab tak kaise chup raha yeh mut pooch Majid
waqt mujhay behlata raha or main behelta rah
Sahil
Rait
Samundar
Lehrain
Basti
Jungle
Sehra
Darya
Khushbo
Mosam
Phool
Dariachay
badal
Sooraj
Chand
Sitray

Aj ye Sb Kuch nam Tumhare .

Khuawab Ki Baatain

yad K Qissay

Soch k Pehlu

Neeand k Lamhy

Dard K Ansu

Chain K Naghmay

Urtay Waqt k Behtay Dharay .

Aj Yeh Sb Kuch Naam Tumhare

Rooh Ki ahat

Jisam Ki Junbish

Khoon Ki Weshat

Sans Ki Larzish

Ankh Ka Pani

Chaht K Unwan Ye Sary

Aj Ye Sab Kuch Nam Tumhare