Sooch SMS Messages42 messages

Soocha nahi accha bura dekha suna kuch bhi nahi
manga khuda se raaat din teray siwa kuch bhi nahi

Soocha tujhey dekhaa tujhey chaha tujhey pooja tujhey
meri khata meri wafa teri khata kuch bhi nahi

jis per hamari ankh ne mooti bichaye raat bhar
bheja wohi kaghaz usse hum ne likha kuch bhi nahi

ik shaaam ki dehleez per baithe rahay woh dair tak
ankhoon se keen baatain bohat moun sai kaha kuch bhi nahi

ihsaas ki khushboo kaha awaz kai jugnoo kaha
khamoosh yado kai siwa ghar mien raha kuch bhi nahi

do chaar din ki baat hai dil khaak mien mil jaye ga
jub aag per kaghaz rakha baaqi bacha kuch bhi nahi
milain hm bhi kabhi tu k hijab bhool jay
me swal bhool jaon wo jwab bhool jay
wo kisi kheal mn ho aur isi kheal mn hi
kabhi mery rasty mn wo gulab bhool jay
jo kabhi tu parhny bethy mujy harf harf dekhy
teri ankhin bheeg jain tu kitab bhool jay
teri Sooch pr hawi ho meri yad iss tarh say
k tu apni zindgi ka ya nisab bhool jaay
wo jo dekhy meri janib tu bachon mn aik gunah sy
usy dekh lon man itna k sharab bhool jay
mujhy gham wo dey rha ha magar iss py chahta ha
me hissab rakh na paon wo hissab bhool jay
Maine kab chaha k wo zindagi mere nam ker de....

bus mujhey chaha itna sa kaam ker de...

her rooz kuch lamhe mujhey Soocha kare...

kub kaha k meri yad me subh-o-shaam ker de...
Khobsurat Hai Ankhain Tere Raat Ko Jaagna Chorday..

Khub Ba Khud Neend Aa Jai Gi Tu, Mujhay Soochna Choorday..!
MuJhe LaGta Hai AiSa KaBhi KaBhi
JaiSe Woh AjNaBi LaDki
MuJh Se PYaaR KaRti Hai
MuJhe ChaHti Hai
AkSaR YuNhi ChuP ChuP KaR
DeKhTi Hai, JaNe Kia Sooch KaR
NazReiN ChuRa JaTi Hai
KuCh GhaBRa Si JaTi Hai
ApNe AaNcHal Ko HaWaooN Ke ZooR PaR LehRaTi Hai
MehSooS MuJhe Yeh HoTa Hai Ke
ShaYaD MuJhe Woh Bahut ChaHti Hai
Mujhe AiSa EhSaaS DiLaTi Hai JaiSe
Woh MuJh Se KuCh KehNa ChaHti Hai
MeRe PooChNe PaR KuCh ShaRMa Si JaTi Hai
KuCh GhaBRa Si JaTi Hai
SuNiYe Keh KaR BhaaG JaTi Hai
AjNaBi LaDki ShaYaD PYaaR KaRti Hai MuJh Se
AiSa MehSooS Hota Hai JaNe KYuN MuJhe
Dil Bhi KitNa PaGal Hai
Kia Kia SoChta RehTa Hai
KuCh MaSooM Se JazBeiN HaiN
KuCh UnDekhe SaPNe HaiN
MaGeR Woh Nahi JanTi ShaYaD
MeRi ZinDaGi Hai Woh...
Mehwar-e-Sooch dono ka aik hi hai

Mujhe "Uss" se or ussay "Khud" se Fursar nahi milti
Rat gehri hai dar bhi saktey hain
hum jo kehtey hain kar bhi saktey hain
aap jo roothey to itna bhi na Soocha
hum to pagal hain mar bhi saktey hain
Bhula Da!Na Zaroor! HO Gaya Tha...!!!

Teray Baray Ma! Bahut Se Log Aa Ker Poochtay HA!N
Tu Hee Bata Wazahat K!Ya Karoon Ma!N
Kahoon Geen Kuch To Kuch Samjha!N Ga!N Saaray
!Nha!N !S Tarah K Haalaat Se Kab Waasta Hoga
Bahut Soocha
Bahut Soocha To Tab Ja Ker Kaheen Soocho''on K Gumbund Ma!
Yeh Hee Jumla Bahut Da!R Tak Goonja
Jawab Her Poochnay Walay Ko Main Batao''on Geen Jaanan...!
Zara S! Bay-N!Yaz! Se
Meray Haalaat A!Say Thay
Kay !N Haalaat Ma! Her E!K Jazbay Ko
Sula Da!Na Zaroor! Ho Gaya Tha
Aur Us Ko Yaad Rakhnay K L!Ye Us Ko
BHULA DAINA ZAROOREE HO GAYA THA...!!!
main kase kisi ko apni Sooch ka mahwar bana leta..

jis shakhs ko main ne kitabon ki terha prdha hai..
mujhy uss jagah se bhi muhabat ho jati hai mohsin.

jahan baith kar aik baar tujhy Sooch leta hoon..
Kabhi Rukey Howay Kisi Lamhey Main
Kabhi Dukhey Howay Kisi Chehrey Main
Wohi Chehra Bolta Rehta Hoon
Wohi Aankhain Soochta Rehta Hoon
Wohi ZulfaiN Dekhta Rehta Hoon
Quaid foot ho gaye, Liaqat Ali bi shaheed ho gaye, Allama Iqbal bi ab is dunya main nahi rahay, meri tabiat bi ab kuch teek nahi ha, Soochta hun ke maray bad Pakistan ka kia banay ga