Sama SMS Messages573 messages

Dil wale ankhun ki baat Samajh lee hain....Khuwab main mil lete hain...Rota to asman bhi hai kisi ke piyar main Lekin Log usey Barsat Samajh Lete Hain....
woh barsaat
jis ke intizar main bara maah guzre
kaali ghataa chaane ke baad
poora Samaa jhal thal ho gya
pattay bheege
phoolon ne bhi ghusal kia
per mere honton ko
us aek katray ki pyas rahi
jo teri zulf se ho kar
tere rukhsar pe bahay
aur jab wohi aek katra
teri ghulab ki pankharion
se labon per aa ke thehray
apni barson ki pyas bhuja loon
teri aankhon ko choom loon
tere sapno main ashiyana bana loon
tere labon ko choo loon
teri har baat ammar kar doon
tere ghulabi rukhsaron per chehra laga ke
kisi dhoop main chaon ki manind
umer guzar doon
tera wajood orh loon
kahe to zindagi tere naam kar doon
Kirdar say aari hoon meray sath na chal
Khud aap pey bhari hoon meray sath na chal
Kahiin bharam hi na hu jay tujh say tera khuda
Lal shulon ka pujari hoon meray sath na chal
Mein Samandur hoon maojein hain meri tufan
Barhey zor say jari hoon meray sath na chal
Mein tu apni hasti bhi dao pey laga deta hoon
Aik barhum jawari hoon meray sath na chal
Roz kisika intezaar hota he,
roz ye dilbekarar hota he,
kaash ke koi Samaj pata,
ki chup rehne walo ko bhi kisise behat pyar hota hai........
zindagi k kisi mor per khu ko tanha na samjhna,me tere sath hun apne se juda na samjhna,me tujhse jan se badh kar pyar karta hun,meri is muhabat ko bura na samjhna,tum phulon ki tarah khubsurat ho masoom ho,dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna,umar bher tera sath dene ka wada kia he,zindagi ne agar sath na dia to bewafa na samjha,ab b tune mere pyar ko thukraya sanam,ise mera muaddar jan na,apni khata na Samajhna..
hUm AaKsAr YeH SamajHtAy HaIn
jIsAy hUm PiYaAr KaRtAy HaIn
UsAy HuM bHoOl BaItHaY hAiN
mAgAr aIsA nAhIn HoTa
MoHaBbAt DaImI sUcH hAi
mOhAbBaT tHaIr JaAtI hAi!!!
HaMaRi BaAt KaY aNdAr
mOhAbBaT bAiTh JaAtI hAi
hAmArI zAaT kAy AnDaR mAgAr
YeH kAm NAHiN hOtI
kIsI bHi DuKh Ki SoOrAt MeIn
kAbHi KoI ZaRoOrAt MeIn
KaBhi aNjAaN sE gHaM mEiN
kAbHi LeHjAy Ki ThAnDaK mEiN
uDaAsI kI zArOoRaT mEiN
kAbHi BaArIsH kI sOoRaT mEiN
hAmArI aAnKh KaY aNdAr
kAbHi AaB-E-RaWaN bAn KaR
kAbHi QaTrAy Ki SoOrAt MeIn
bAzAhIr AiSa LaGtA hAi UsAy
HuM bHoOl BaItHaY hAiN mAgAr
AiSa NaHiN hOtA mAgAr AiSa NaHiN HoTa....
YeH hArGiZ kAm NaHiN hOtI...
MOHABBAT THAIR JAATI HAI.......!!!
Koi din aisa bita nahi jab yaad tumhari na aati ho,
koi khwaab aise nahi jisme tum nazar na aati ho,
wo soche bhi kaise tumhe bhulane ki,
jiski har dhadkan me tum Samati ho
na suno gar buraa kahe koii
na kaho gar buraa kare koii

rok lo gar Galat chale koii
baKhsh do gar Khata kare koii

bak rahaa huu’N junuu’N me’n kyaa kyaa kuchh
kuchh na Samajhe Khudaa kare koii
Ye Dil Ki Baat Nahi Kisi kO Batane Ki

Azal Se hi reet Hai Jug Se Isay Chupaane Ki

Bohat Sehel Hai Wada Wafa Ka Ker Lena

Zara C Daal Lo Aadat Isay Nibhane Ki

Samait Sakte ho Jeet Kab Apni Muthi Main

Humain Tou Pehle Hi Aadat Hai Haar Jane Ki

Humain Khanar Thi kisi Roz Chorh Jao Ge

Nahi Hai Zarurat Tum Ko Kisi Bahane Ki
Numayaan ho key dikhla dey kabi unko jumal apna
boht mudat sey charchey hein terey bareek beenoon mein

Tu to Aalim hai Samajhta hai kitaboon ki zubaan
mera chehra bhi parh merey halaat bhi bata
Ajj kia bethey bithaey gham e jaan yaad ayya
aik yaad aye tu phir ik jahaan yaad ayya

jabb kooi phool girra jabb kooi patta toota
tujh see patt jharr main bicharney ka Samaan yaad ayya

khul gaey ruhh ki galioon main terey chaap ke phool
jabb tera rangg kafey-e-paey rawaan yaad ayya

tujh koo dekha tu larazney laggi panddar ki loo
be sabab talaqh noey ka ziyaan yaad ayya

kitni saddioon ke muqaddar main terey deed na thi
hum terey muntazer-e-deed they haan yaad ayya

sehrey ablagah main kia zehmey sukhan tha hum koo
kudh pey guzri tu ghamey ehley faghaan yaad ayya

barhaa parsish ehwaal pe sajjad pehroon
aik ik harif ka andaaz-e-biaan yaad ayya
Bana Gulab Tu Kaantay Chubha Gaya Aik Shakhs
Howa Charagh Tu Gher Hi Jala Gaya Aik Shakhs

Tamaam Rang Meray Aur Saaray Khwab Meray
Fasana Thay Ya Fasana Bana Gaya Aik Shakhs

Main Kis Hawa Main Uron Kis Faza Main Lehra’on
Dukhon K Jaal Her So Bicha Gaya Aik Shakhs

Palat Sekon Na Hi Aagay Berh Sekon Jis Per
Mujhay Yeh Konsay Raastay Per Laga Gaya Aik Shakhs

Muhabbatain Bhi Ajab Uski Nafratain Bhi Kamaal
Meri Hi Tarah Ka Mujh Main Sama Gaya Aik Shakhs

Muhabbatoon Ne Kisi Ki Bhula Rakha Tha Usay
Milay Woh Zakhm K Phir Yaad Aa Gaya Aik Shakhs

Woh Maahtaab Tha Marham Badast Aaya Tha
Mager Kuch Aur Siwa Dil Dukha Gaya Aik Shakhs

Khula Yeh Raaz K Aayeena Khana Hai Dunya
Aur Is Main Mujh Ko Tamashaa Bana Gaya Aik Shakhs