Rahi SMS Messages411 messages

Sheher-E-Khayal-O-Khuwab Mein Abad Ho Gaya,

Itna Usay Parha Ke Mujhay Yaad Ho Gaya,,

Main Aaj Tak Hoon Jis Ke Fareeb-O-Hisar Main,

Wo Aur Hi Kisi Ka Mere Bad Ho Gaya,,

Aandhi Hawa Ka Saath Nibhanay Ke Shok Mein,

Koi Tabah Hua'' Koi Barbad Ho Gaya,,

Apni To Sari Umr Aseeri Mein Kat Gayi,

Jis Ne Bhi Haar Maan Li'' Azaad Ho Gaya,,

Pehlay To Paaniyon Se Rahi Guftagu Meri,

Phir Youn Hua Ke Aaina Eejaad Ho Gaya . . . /
pahle to paaniyon se Rahi guftagu meri.

phir youn hua ke aaina eejaad ho gaya.
Nasibo''n Me Yeh Daur bhi Dekhna tha,
Khuda Jaane Dunya ko Kia Ho Gaya Ha,

K Maa Ki Muhabbat bhi Khalis Na Rahi,
Jahan Mamta ha wahan DALDA Rahe:-)....
December Ki Udass rutt
lout ayi hay nami ankhon mein liye
aur keh Rahi hay mujhe
k tere waste ab ki baar bhi
mere daman mein sirf tanhayi hay!!!
Ajab
Soorat-E-Haal hoti ja Rahi hy,

Raat k bad Raat hoti ja Rahi hy,

Wo to ab B Mukamal hy Pathar ki tarha,

Reza Reza to meri Zaat hoti ja Rahi hy,

Main to Aaj B Tanha hun Kal ki tarha,

Sari Kainat to
Jan-E-Wafa k sath hoti ja Rahi hy...
Yeh na samjho keh Tal Rahi hi sham
Apney tewar badl Rahi hi sham
Tum nahi aye aur os din se
Mery seeney me Jal Rahi hi sham
Pehlti ja Rahi tareeeeeki
Ek Dukh se Nikal Rahi hi sham
Zard suraj chuppa raha hi Badn
Lamha Lamha Pighal Rahi hi sham
Orhati ja Rahi hi Khamoshi
Aisa Lagta hi Dhal Rahi hi sham
Os ke hamrah chal raha hi Din
Meray hamrah chal Rahi hi sham...!
Tum se na katt saky ga Andheron ka yh safar......

Ab shaam ho Rahi hai mera Sath choor do......

purane samaan ke saath
phir nikal ke samne aa gai hai..

peele safe
miti hui syahii
par jo likha hai ..
vo dil pe bhi naqsh hai ..
har baar ise door karne ki chaah me
kabhi machan pe uchal diya
kabhi purane samaan me phaink diya
khirki se bahar phainkne me
haath saath nahi dete..

barhaa ghar me chupane ki, dafn karne ki koshish
aur utni hi shadeed koshish
is dairy ki mere saamne aane kii
ye lukachipi kai salon se jari hai
main chup Rahi hun
aur mujhe dhoond Rahi hai
Meri Dairy .....!!!
para na farq anokhi zuban likhne se.

zamen zamen he rhi asman likhne se.

rha jis se taluq her ghari mera.

wo ban saka na meri jan,jan likhne se.

panah mil na saki ek pal kabhi mjko.

kisi ujari jaga ko makan likhne se.

kari tapish se jhulsta raha badan mera.

k dhup dhup hi Rahi sayeban likhne se.
neendon ki baghawat se yeh nuqsan huwa hai,,,

ik shakhs k khowabon ko tarasti Rahi aankhen.
ae barish tujhy aaj kis ne rula daya hai.

barasti hi ja Rahi hai mere shahr main.
"Parveen Shakir"

Wada nahi krti k sath nibha paongi MAIN,

Sath tere umar bhr zindgi bita paongi MAIN,

Kya pta ab ka mosam kb rukh apna badle?

Nahi pta mujhe kb bewafa ho jaongi MAIN,

Door hum b nahi hona chahte tujh se,
"MAGAR"

Kya pta kb fana ho jaongi MAIN,

Tere liye saansen
Abhi to sath de Rahi ha