Nain SMS Messages51 messages

Koi DOCTOR Science Oarhe bina Doctor ban Sakta hai?

Nahi na?

To

Sochiye K

Hum QURAAN Aur NAMAZ parhe Bina MUSALMAN kesy BaNain Gey?

THINK ABOUT IT.
Usne haathon per mehendi lagai hai,
Humne uski doli sajai hai,
Hamein pata tha woh bewafa niklegi
Isliye humne uski choti behen ko bhi phasaya hai !!!
Intahai educational shair arz hai..!!

Honton pe hai lipstick aur Naina kajal se lais...

Neutralization Takes place when acid react with base...
.
.
.
.
Uski zulfoon ne na jaane kitne dilon ko lgai thais...

Tangent theeta is equal to perpendicular upon base. :-P
Jo Kehte The Hmain Tm Manngo To Jan Bi Hazir Hai…

Aj 20 Ka Load Manga To Kehty Hain Sub DukaNain Bnd Hain… ;->
Baat Be Baat

log kehte hain
bat be bat kion tumhari ankhoon main
dhund $i chane lagti he
bat be bat kion
tumhare chehre par mo$ame $arma ki
ouda$ian chane lagti hain
bat be bat kion
tumhare huont ki$i unkahe af$ane ko
bayan karne ki ko$hi$h main larazne lagte hain
bat be bat kion
tumhari palkoon par $itare camakne lagte hain
log kia jaNain jana
bat be bat
tum yad ate ho.....
Tareekh de rahi haTareekh de rahi hai ye awaaz dum ba dum

Dasht-e-sabat-o-Azm hai Dast-e-Bala-o-Gham

Sabr-e-Maseeh wa jura’at suqraat ki qasam

Is rah main hai sirf ek insaan ka qadam

Jis ki rago’n mein Aatish-e-Badr-o-HuNain Hai

Us soorma ka isme girami ''''HUSSAIN'''' Hai. . i ye awaaz dum ba dum

Dasht-e-sabat-o-Azm hai Dast-e-Bala-o-Gham

Sabr-e-Maseeh wa jura’at suqraat ki qasam

Is rah main hai sirf ek insaan ka qadam

Jis ki rago’n mein Aatish-e-Badr-o-HuNain Hai

Us soorma ka isme girami ''''HUSSAIN'''' Hai. .

Mehraab par Ali(AS) hein to mimbar pe bhi Ali(AS)
Ka''aba gawaah dosh-e-Payambar(SAWW) pe bhi Ali(AS)

Khandaq, Uhad, HuNain to Khaibar mein bhi Ali(AS)
Hijrat ki shab Rasool(SAWW) k bistar pe bhi Ali(AS)

Har jaa Ali(AS) mileingay na daaman bachaiye
Bachna Ali(AS) se hai to jahannum mein jaaiye
Hasan(AS) hai naam KoNain ka Dulara hai
Khudaee aik taraf yeh khuda ka pyara hai
Ali(AS) ka noor-e-nazar Syeda(SA) ka lakht-e-jigar
Nabi(SAWW) ki aankhon ka pehla haseen tara hai
Mola ke malangon ki taqdeer hay Jannat!!!!

HasNain Shareefain ki jageer hay Jannat!!!!

Jannat ki zarorat ho jisay mangay Dua woh!!!!

Mere liye har Majlis-E-Shabbir hay Jannat!!!!
Tare tikhe Nain sohnaya,
Mere dil te karde war.
Ehna palka Nu uchiyan kar sajna,
Apan dove kar laye payar.
is naye saal ki pehli subha
jab tumhare Nain khulen
is naye saal ki pehli ghari
jab tumhare hath uthen
is naye saal ki pehli khushi
jab tumhare gale lage
is saal ka pehla hath
jab tumhari simt barhe
is naye saal ki pehli soch
jo tumhare jeevan mein nikhaar laye
to itnaa jaan lena ke koi or hath bhi
tumhare liye uthe zaroor hain
jis ke dil se bhi yehi dua nikli hai
wo Nain hamesha khushiyaan dekhen
wo mangi dua pori ho jaye
wo gum door kahin bathakte milen
wo sath wo hat kabhi
gum se nahin choote
wo soch tumhare muqaddar ko
hamesha urooh phunchaye
to kuch hamare bare mein soch lena
ke koi hai jo na jane
kab se tumhare bare mein
barsoon se soch raha hai