Nain SMS Messages51 messages

Aeay Kash Kaay Titly Ooudh Jati
Youn Baghoon Main Wo Chah Jati
Phir Choti Phirti Pholoon Ko
Youn Rang Wo Apna Bikhrati

Es Haray Bharay Gulshan Ko Wo
Youn ApNain Rang Say Chamkati
Nadani Thee Us Ki Apni
Oroon Kay Hath Na Aati

Aeay Kash Kaay Titly Ooudh Jati
Aeay Kash Kaay Titly Ooudh Jati
us nay meray seenay per sir rekh ker poocha
jana! apnay jeevan ka wo lamha tu batlao muj ko
jis k badlay mil saktay hain sabhi sitaray
daryaon k saray moti
sawan ki pehli barish k saray qatray
ujlay chand ki sari kirNain
dharti k seenay sa liptay sabhi khazanay
saray mousam sabhi duayen
phoolon ki rangeen qabayen
patti patti pernay wali bheeni shabnam
ism-e-azam
us nay meray seenay pe sir rekh k poocha
jana! apnay jeevan ka wo lamha tu batlao muj ko
jis k badlay sub kuch apna,sub kuch,sub kuch
apna sub kuch day saktay ho
ma nay us ka maatha chooma or bola jub
pehli bar meray seenay pa tum nay apna sir rakha tha
tu Nain daikha hai kabhi ik nazar shaam k baad
kitny chup chaap say lagty hian shajar shaam k baad

tu suraj hai tujhay kahan maloom raat ka dard
tu kisi roz meray ghar main uter shaam k baad
Yeh bhi saach hai ke nahi koi rishta tujh se...
Jitni umeedein hain wabasta hain tanhan tujh say....
Yeh alag baat tujhey toat ke chaha laykin....
Dil bemaya Nain kuch bhi nahi chaha tujh say..!!
Yaad Aatey Hain Jab Bhi Din Woh Puraney
Ye Naina Kyun Lagtey Hain Aansoo Bahaney

Pagley Hain Naina Itna Na Jaaney
Nahin Lottey Hain Kabhi Din Puraney

Woh Bachpan Ki Baatein Woh Rangeen Zamaney
Chootey Yoon Hum Say Hon Jaisey Khazaney

Kahan Lot''tey Hain Woh Saathi Puraney
Kahan Phir Say Miltey Hain Gum Kar Khazaney ....!
Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi,

Jab chand sitare chamak rahe hon,
Jab yadon k phool mehek rahe hon,
Jab deed ko Nain taras rahe hon,
jab ankhon se ansu baras rahe hon,

Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi

Jab tanhai se dil ghabrae ga,
Jub tumhein akela pan sataye ga,
Jab koi khuab he na aye ga,
Jab phool kitab mein he reh jayenge,

Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi
Chalo Is Shaam Koi Or Hi Qissa Sunatey Hain
Chalo Is Shaam Us Ko Hum Sirey Sey Bhool Jatey Hain
Chalo Is Shaam Koi Aney Wala Khawab Buntey Hain
Chalo Is Shaam Hum Kaliyan Nahi Kanton Ko Chuntey Hain
Chalo Is Shaam Jashn-E-Tergi Hans Ker MaNain Hum
Chalo Is Shaam Us Ko Phir Sirey Sey Bhool Jyen Hum
Aaj yun mosam ne di jashan-e-mohabt ki khabr
Phoot phoot k rony lagy hen "main mohabbat aur tum"

Hum ne joon hi krliya mehsos manzil hai qareb
Rasty khony lagy hain "main mohabbat aur tum"

Chaand ki kirnon ne hum ko iss terha bosa diya
Devta hone lagay hain "main mohabbat aur tum"

Aaj phir mehroomiyon ki daastaNain oarh kr
Khwab main sonay lagay hain "main mohabbat aur tum"

Kho gai awaz b , andaz b , alfaz b,
Khamoshi dhondne lagy hain "main mohabbat aur tum
men ksi aor ka hon itna bta kr roya,
wo mjy mehndi lgay hath dikha kr roya,
umr bhr ki judai ka khyal aya tha shahid,
wo mjy pas apny der tak bitha kr roya,
khat,kitaben wo pyar k tuhfay,
mohbat ki sub nishaNain jala kr roya,
tmhari de hoi sub chezeen utar le gyen,
wo mjy saij pe sajy zevar dikha kr roya,
ab k na sahi zror hashr men milen gay,
yakja honay k dilsay dila kr roya,
mjse ziada bichrnay ka ghum usy tha,
wqte rukhst wo mjhy senay se lga kr roya,
Milnay ka jhoota iqrar kartay hain
Chahnay ka galat iqrar kartay hain

Raah tak tak ke thak gayae Naina
Vadon ka jhoota bevpaar kartay hain

Abhi aayaingay aur abhi milaingay
Mun ko yuhin beqarar kartay hain

Raah!bhi aaj hui hy khamosh
Milnay ka jhoota izhar kartay hain
Mjhe phir january ka din taaNain daita he!


K tere hijer ki ratain December cheen leta he_!i!
Parhte rhye logon ki payar ki kahnyan or dastaNain.

bardi harani hovi kal shub apni hi dairy mia ek phool or ansu dakhe.