Main SMS Messages3698 messages

Main apni wafa k badle tum se wafa nahi mang raha...

Main tu tum se haseen raat mang raha hoon jis Main tum na thy
bahane bahane ye kambkhat khuwaish tikaane banati hai di Main..

dabe paaon aa kar muhabat ki shazish bari khak urati hai dil Main..
mujh se muahbat ka zikar na karna...

kayonk Main apne aap se khafa rahta hoon..
Mujh ko teray Qurb ki khawahish tou hai magar.....

Ulfat ka jo Maza hai wo inhi Faaslon Main hai..........
taskeen dil k waste wada to kejaye..

huMain tu maloom hai aap se aya na jaye ga..
ae RUB tu hi bata Main khud ko kis chala raha ho zindgi k mutabiq.

aik shakhs mujh se mere jeene ka anaaz maang raha hai..
koe pal ho teray sath ka meri umar bhar ko samait lay..

Main''fanaa''baqaa''k sabhi safar usi aik pal mein guzaar doon.
Khirki, chand, kitab aur Main,
Mudat se ik baab aur Main,
Shab bhar khailen apas me,
Do ankhain ik khwab aur Main,
Mouj aur kashti sahil per,
Dariya me gardaab aur Main,
Sham, udaasi, khamoshi,
Kuch kanker talaab aur Main,
Har shab pakrey jaty hen "
Gehri neend, tery khwab aur Main....!!
Apni tanhai ka aalm tujh ko batau kase
apni barson ki trp chpaon kase
raha na ja tujh tere bin ab
Main apne dill ko somajhu kase
Is qadar shidaad se tumhe socha hai musalsal Main ne
keh ajj meri zaat ka muj se ikhtalaff ho gaya......
Main khuda se shakyaat bhi kase karta teri..

teri ruswai ne mare honth see daye thy
ho sake tu bhar day apni neend meri aankh mein,,

Main to teri yaad mein barson se soya hi nahi