Main SMS Messages3698 messages

Mohsin khushi ki Bheek Main kis kis Se maanGta


AchA huA k Gham Se Tabiat Behal Gai
SanG DiL hY Wo To Q Us ka Gila Maine kia


jb k khud Pathar ko butt'' Butt ko Khuda Maine kia

Kaise Namanoos Lafzoo ki kahani Tha Wo Shakhs

Us ko kitni mshkilo Se Tarjma Maine kia
Wo Keh Ke Chalay Itni Mulaqat Bohot Hay

Main Nay Kaha Ruk Jao Abhi Raat Bohot Hay

Aansoo Mere Thum Jayein To Phir Shoq Say Jana

Aisay Main Kahan Jao Gay Bersaath Bohot Hay
Main janta ho nhi likha khuda ne tujhe meri taqdeer mai.

Main to namazo mai sirf apni duwaoo ko azmata hoon.
Us nay mujh say kaha
meray saathi!
tum ko mujh say jo hay gila ....kiya hay?
kabhi fursat milay tu socho,
manzilain kion hain? fasla iya hay?
apnay apnay safar pay niklay log
mushtarka raston pay chaltay hain
hamrahi kay hisar Main jitnay
din nikaltay, chiraagh jaltay hain
apni apni umeed kay dar-o-baam
zindagi kay safar Main miltay hain
mutaqil dard, aarzi aram

tum meray hamsafar tu ho lekin
hum kahin say bichar bhi saktay hain
dair tak aik taweel rastay par
saath tu ajnabi bhi chaltay hain!!!!!!!
tumhare bus Main ager ho, to bhool jao haMain
tumhain bhulane Main shayad,haMain zamana lage
uski khushi ki khatir Main ny kitnay ghum chupaey"MOHSIN".

agar Main aik baar rota to uska shehr doob jata..
Yun meray khat ka jawab aaya…
Lifafay Main aik gulaab aaya
Wo sunta to Main kehta,mujhe kuch aur kehna tha,
wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha.
kamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di,
mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha.
kahan us ne suni meri,suni b un-suni kar di,
usay maloom tha itna,mujhe kuch aur kehna tha.
meray dil Main jo dar aya,koi mujh Main b dar aya,
waheen ik rabta toota,mujhe kuch aur kehna tha.
rawan tha piyar NUS NUS Main,bohat qurbat thi apis Main,
usay kuch aur sun-ana tha,mujhe kuch aur kehna tha.
ghalat fehmi ne baton ko barha dala younhi warna,
kaha kuch tha,wo kuch samjha,mujhe kuch aur kehna tha.
mai ne jo poocha kismat ka haal.
aankhon se ansson ki do bondain gira dain.
mai ne jo pucha baraish ki wajha.
maathe se paseene ki chand bondain gira dain.
mai ne jo puch husan ka raaz.
jub hi chahre pe do zulfain gira dain.
Main jo pucha kayamat ka haal.
palkain utha kar palkain gira dain.
tujh ko khaber na ho gi k danish k bawjood.

barson tare khyaal Main pagal rahe hain hum.
subab yeh hai meri barti howi udasi ka.

her shaam se hi naye din k intzaar Main hon.