Main SMS Messages3698 messages

Tumhain bhool gya hoon, akailay rehna aa gya hai shaid.
Woh jiss khirki Main chand tha, sooraj aa gya hai shaid.


Mehfill sakoon Main hai, Paimana hai preshaan.
teray laboon ko chhoo kar, wapiss aa gya hai shaid
Apni Beeti Hui Rangeen Jawani Dega,
Mujh Ko Tasveer Bi Dega To Purani Dega.

Aadatein Milti Hein Sooraj Se Bohat Kuch Uski,
Waqt-e-Rukhsat Bi Wo Ik Sham Suhani Dega.

Mere Maathe Ki Lakeeron Mein Izafa Ker K,
Wo Bi Maazi Ki Tarha Apni Nishani Dega.

Barf Hojayega Jab Mere Lahu Ka Dariya,
Tab Kahin Ja K Wo Mojon Ko Rawani Dega.

Maine Ye Soch K Boye Nahi Khuwabon K Darakht,
Kon Jangal Mein Lage Pair Ko Pani Dega..? O_o
Abhi Main dekh kar aya hun us ki ankhun Main Ansoo..!!

Tumharey Shehar Main Saelaab aaney wala hai..!!!
Nahin Fursat YaQeen mano HaMain Kuch or Karney ki...
.
.
Teri Yadain,
Teri Batain,
Buhat Masroof Rakhti hain..!
Hasty rahain App Hazaron k Beech,
Hasty hain Jaisy Phool Baharoon k Beech,

Roshan Rahain Ap Duniya Main Aise,
Jesey Roshan hai Chaand Sitaron K Beech..!!!
Dabi Dabi C Wo Muskuraht

Labon Pe Apny Sja Sja K

Wo Narm Lehjy Me Bat Krna

Adaa Se Nazrein Jhuka Jhuka K

Wo Aankh Teri Shararti C

Wo Zulf Mathay Pe Nachti C

Nazar Hate Na Ek Pal B

Main Thak Gya Hon Hta Hta K

Wo Tra Hathon Ki Unglion Ko

Mila K Zulfon Men Kho Sa Jana

Haya Ko Chehray Pe Phr Sajana

Phol Chehra Khila Khila K

Wo Hath Hooron k Ghar Hon Jaise

Wo Paon Paryon K Par Hon Jaise

Nhi Ha Teri Misal Janaa

Me Thak Gya Hon Bta Bta k Jaana o_O
Main us k Haathon mei tha

Tute hue Sheeshe ki tarha

Bari Umeed thi k bikhrne nhi dega

Bus giraya kuch is Ada se k

Simatne ki Aaas hi na rahi... O_o
Muhabbat Phool Hai Jana,
Kaho To Phool Ban Jaoon,
Tumhari Zindagi Ka Ek,
Haseen Asool Ban Jaoon.
Suna Hai Rait Pe Chal K,
Tum Aksar Mehk Jatay Ho,
Kaho To Ab K Bar Main,
Zameen Ki Dhool Ban Jaoon.
Buhut Nayab Hotay Hain,
Jinhein Tum Apna Kehte Ho,
Ijaazat Do Ki Main Bhi,
Es Qadr Anmol Ban Jaoon . . . o_O
batao kaisi lagi judai ki yeh shaam...

ghuroob hota howa kesa lag raha hon Main..
Mili Har Qadam Par Rafaqat Tumhari,

Kahan ham Kahan Yeh Anayat Tumhari



HuMain Chaheye Bas Taluq Tumhara,

Mohabbat Milay Ya Adawat Tumhari
Vo rulaa kr hans na paayaa der tak,
Jab Main ro kar muskuraya der tak

Bhulana chaha agr us ko kbhi,
Aur bhi vo yad aayaa der tak

Bhuukhe bachchon ki tasalli k liye,
Maan ne phir paani pakaayaa der tak

Gun_gunata ja raha tha ik faqiir
Dhup rahatii hai naa saya der tak
apna shewa hai aandheron Main jalate hain charagh.

unki shazish hai zamane Main yonhi raat rahe.