KHUD KO SMS Messages192 messages

Tujhe Bhoolkar Bhi Na Bhool Payenge Hum
Bas Yahi Ek Wada Nibha Payenge Hum
Mita Denge KHUD KO Bhi Jahan Se Lekin
Tera Naam Dil Se Na Mita Payenge Hum
Tumhare Baghair Tumhare Sang Rehne Lga Hu

KHUD KO Kuch Is Terha Se Saza Dene Lga Hun

Pathar Ki Terha Se Hoon Kabhi YeHumnam B Tha

Zard Patton Ki terha Se Roz Bikharnay Lga Hun

Kash Mujhe B Mere Hissay Ka Pyar Mil Jaye

Issi ass Per Ab Mai Yahan Jeene Lga Hon

Koi Nahi Marta Kisi K Bagiar Kabhi Yeh Kha Tha

Din Rat Yehi Soch Kar Ab Marnay Lga Hun

Tum Ne Kha Tha Koi Juda Nahi Kr Sakta Hamain

Ab Yehi Duaa me B Karne Lga Hoo
Bicharr ke mujh se tum bhi jee na paoge
Sach kehta hoon mere bin bohat pachtaoge
Bardasht ka paimaana hai mera bhi bohat wasi
Bolo kitna rulaoge bolo kitna sataoge
Yaadein meri satayengi baatein meri rulayengi
Meri nigahon se tum KHUD KO kahan tak chhupaoge
Saaya bhi hua karta hai kya kabhi Insaan se judda
Tum jahan bhi jaoge saath mujh ko paoge
Kardega mera khaloos yeh haalat tumhari
Raaz e Dil zaban tak laoge aur keh na paoge
Karta hoon intezaar us lamhe ka main
Jab mujhe apna keh ker paas bulaoge
Dil ki baat keh pana hai mushkil,

jisko chahte hai use pana hai mushkil.

Waqt k hatho mujbur hai kuch is kadr,

unhe batana aur KHUD KO samjhana hai mushkil!
kaash.......................
ae kaash k ye chahat mere bas ki baat hoti.,
to zindagi mein kisi namumkin khawish ki jagah na hoti....
tujse mili to KHUD KO zindagi se rubaru paya...
ae kash k ye kashish do tarfa hoti.......
khusnasib hain jo mohabbat se nawaze gae..........
ae kaash k mere muqaddar mein b wo ek lakeer hoti....
tu mile aur mere do jahan muqammal ho........
ae kaash k tere aasman ki zarurat meri zamin hoti...
izhaare mohabt shabdon ki mohtaaj nahi...........
ae kaash k alfaaz se zyada ehmiyat tune ehsaas ko di hoti.....
main baawri hun jo sapne mein haqiqat ko talashti hun.....
AE KAASH K MACHHLI AUR PANCHHI KI REHGUZAR EK HOTI.............
AE KAASH.............
KHUD KO is dil main basane ki Ijazat Day Do
Mujh ko tum apna bananay ki Ijazat Day Do...

Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho
Phoolon say KHUD KO sajanay ki Ijazat Day Do

Main kitna chahta hoon kis tarha bataoon tumhain
Mujhay yeh aj batanay ki Ijazat Day Do

Nahi hai shauk bhoolnay ka mager
Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat Day Do............;->
Tere Awaz Se Awaz Mila Li Jaye

Shayed Is Tarha Mere Aah Na Khali Jaye

Mausam e Gul Hai , Andhera Hai , Akaila Pan Ha

Apnay Maazi Se Koi Yaad Nikaali Jaaye

Uski Jaanib Se Likhain KHUD KO Muhabat nama

Us Se Milti Hui Tehreer Bana Li Jaaye


Din To Hi jaaye Ga Waqfay yGhamay Dunya Riffat

Uski Yaadon k Liye Raat Bacha lee Jaye
Tere Awaz Se Awaz Mila Li Jaye

Shayed Is Tarha Mere Aah Na Khali Jaye

Mausam e Gul Hai , Andhera Hai , Akaila Pan Ha

Apnay Maazi Se Koi Yaad Nikaali Jaaye

Uski Jaanib Se Likhain KHUD KO Muhabat nama

Us Se Milti Hui Tehreer Bana Li Jaaye


Din To Hi jaaye Ga Waqfay yGhamay Dunya Riffat

Uski Yaadon k Liye Raat Bacha lee Jaye
Kayi Zulm Bhare Raaz Chupaatin Hain Yeh Aankhein
Aiina Dekh Kar Khud Se Dar Jaatin Hain Yeh Aankhein

Shayd Suna Ho Inki Araaish Ka, Toote Sapnon Se Sanwarti Hain
Bheege Aansuon Se KHUD KO Sajaatin Hain Yeh Aankhein

Yun Kahin Dikh Na Jaaye Kitna Dard Basaa Hai Inmein
Har Ek Se Nazrein Churaatin Hain Yeh Aankhein

Yeh Tamanna Rehti Hai Dil Mein K Woh Laut Aayenge
Rasta Tak Tak Kar KHUD KO Behlaatin Hain Yeh Aankhein

Badnaam Ho Gayin Yeh Unki Dewaangi Mein Kho Kar, Par
Unki Khaatir Har Bughz Nigaah Seh Jaati Hain Yeh Aankhein

Woh Nahi Aaya, Khokar Usse Jaane Kaise Yeh Jee Leti Hain
Aakhir Bandh Kyon Nahin Ho Jaatin Warda Teri Yeh Aankhein
Bari MushkAl sE sulaya hAy KHUD KO mAin ne,



Apni Ankhon ko TerE khawab ka Lalach dAy kr.
Chupkey Chupkey Ro Lena

Jub Seena Ghum Se Bojhal Ho
Aur Yaad Kisi Ki Aati Ho
Tub Kamrey Main Bund Ho Jana
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Jub Aankhein Baghi Ho Jaein
Aur Yaad Main Meri Bhar Aaein
Phir KHUD KO Dhuka Mat Dena
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Jub Pulkeen Kerb Se Mondi Hoon
Aur Sub Sumjhein Tum Sotey Ho
Tub Moan Pe Takya Rakh Lena
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Yeh Duniya Zalim Duniya Hai
Yeh Baat Bohoot Phailaye Gi
Tum Samney Sub Ke Chup Rehna
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Jub Barish Chehra Dho Daley
Aur Ashk Bhi Boondein Lagtey Hoon
Woh Lamha Hergiz Mat Khona
Aur Chupkey Chupkey Roo Lena
Apni Nazroon Se Jo Gir Jaye Woh Chehra Na Bana
Mujh Ko Lamhe-A-Fursat Ka Khilona Na Bana

Saink’roon Rastey Hain Ajnabi Ho Janey Ke
Tark Karna Hai Tou Talook Ka Bahana Na Bana

Jhoot Ehsaas Ki Qandeel Ko Boojha Deta Hai
Muhjey Insaan Samja KHUD KO Farishta Na Bana

Apni Yaadein Tu Mere Dil Main Basi Rehne Dey
Is Mehaktey Huay Gulzaar Ko Sehra Na Bana

Mein Tu Pehle Hi Zakhum Liye Phirta Hoon
Muhjey Aab Shehar Dard-E-Tamasha Na Bana

Thak Gaeen Hain Mere Ehsaas Ki Aakhain
Nqash-E-Deewar Per Aab Koi Afsana Na Bana