KHUD KO SMS Messages192 messages

Najane Kion Dil Laga Lete Hain Laug
KHUD KO Yuun Hi Saza Dete Hain Laug
Jab Koi Pass Ho To Kadar Nahin Karte
Door Koi Chala Jaey To Sada Dete Hain Laug
Jab Mil Jaey Safar Main Naya Hum-Safar Koi
Per Kion Purani Rafaqat Ko Bhula Dete Hain Laug
Gham Bhi Dete Hain Or Kehte Hain Bhool Jao
Hamari Chahat Ka Ye Sila Dete Hain Laog
Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum ko
Dard kya huta hay tanhaii kisay kahtay hain
Chaar su goonjti ruswaii kisay kahtay hain
Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum ko
Koi lamha hu teri yaad main kho jatay hain
Abb tu KHUD KO bhi mayassar nahin aa patay hain
Raat hu din hu teray piyar main hum bahtay hain
Dard kya huta hay tanhaii kisay kahtay hain
Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum ko
Yun tu duniya ki her ik cheez haseen huti hay
Pyar se barh kay magar kuch bhi nahin huti hay
Raasta roak kay her ik se yehi kahtay hain
Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum ko
Dard kya huta hay tanhaii kisay kahtay hain
Jab sina ghum se bojhel hu, aur yaad kisi ki atti ho
Tab kamry main band ho jana aur chupky chupky roo lyna
Jab ankhain baghi ho jain ,aur yaad main meri bher aain
Phir KHUD KO duhka mat dyna aur chupky chupky roo lyna
Jab palkain karb se mundi hon, aur sab samjain tum soty ho
Tab moh per takiya rahk lyna aur chupky chupky roo lyna
Ya duniya zalim duniya hai, ya baat bohat pihlaiy gi
Tum samny sab k chup rahna aur chupky chupky roo lyna
Jab barish chahra dooh daly, aur ashak bhi bundain lagty hon
Woh lamha hargiz mat kohna aur chupky chupky roo lyna.
Kabhi jo dekhni ho meri mohabbat
Tu mri chahaton mein aa jana
Kabhi jo karni ho mujhsay batein
Tu meri yadon mein aa jana
Kabhi chaho mehsos karma pyar mera
Tu meri aankho mein aa jana
Kabhi jo sun nani ho awaz meray dil ki
Tu meri dharkano mein aa jana
Kabhi jo pao KHUD KO akela sa
Tu meri rahon mein aa jana
Kabhi jo so na pao meri yaad mein
Tu meray khuwabon mein aa jana
Beinteha pyar karte hai hum aap se,
Par ishar na karenge kabhi,
Kuki humne kasam khaye hai ke,
Dubara KHUD KO ruswa na karenge kabhi
Aankhon Main Jo Aansoon Hain Humaray Ussay Kehna
Dono Yeh Hissa Hain Pyaaray Ussay Kehna

Tapkay Jo Teri Aankh Say Aansoo Ka Koi Qatra
Nahin Dekhnay Hum Ko Yeh Nazaray Ussay Kehna

Katti Nahin Us Say Bhi Shab-E-Hijran Tu Phir
Ginna Karay Woh Bhi Sitaaray Ussay Kehna

Hoti Nahin Pori Kabhi Khahish Koi Us Ki
Chal Jatay Hain Dil Pay Merey Aaray Ussay Kehna

Kal Raat Tu Chaand Kuch Mayoos Sa Tha
Aaj Woh KHUD KO Na Sanwaray Ussay Kehna

Zindagi Ek Shaam Hai Saharay Main Ghuzaroon
Ek Shaam Merey Sath Woh Ghuzaray Ussay Kehna
Dard mein bhi yeh lab muskura jatay hain
Beetay lamhay hamein jab bhi yad aatay hain
Chand lamhat k wastay hee sahi
muskura kar mili thi mujhay zindagi
Teri agosh mein din thay meray katay
teri bahon mein thi meri ratein kati
Aj bhi jab woh pal mujh ko yad atay hain
dil say saray ghamon ko bhula jatay ahin
Meray kandhay pay sir ko jhukana tera
Meray seenay mein KHUD KO chhupana tera
Aa k meri panahon mein sham o sahar
Kanch ki tarah woh toot jana tera
Aj bhi jab woh manzar nazar atay hain
dil ki veeranion ko mitta jatay hain
hum ko gali mein dekh kar KHUD KO chupa lia jany yeh dushmano nay usay kya sikha diya ghar us nay kya banaya masjid k samnay chahat nay uski humko namazi bana diya
TUMHARI RAH GUZER KO SAJA DIA MAIN NE
JALA K KHUD KO ANDHAIRA MITA DIA MAIN NE
TAIRI KHATA HA NA SHIKVA MUJE ZAMANE SE
YEH DIL TO APNE HI HATHOON LUTA LIYA MAIN NE
Khud Main Bardasht Kee Addath Daal Rahey Hain Hum
Apni Muhabat Ko Logon Se Chupa Rahey Hain Hum
Woh Na Milli Tho Kya Hua Arrey "uB"
Zalimon Yoonhi Jooti Bathon Se KHUD KO Behla Rahey Hain Hum
Poocha rooh nikalti hai jism sy kis tarah?Hath us ny hatoon sy chura kr dikha diyapoocha mehshar sy pehlay qayamat hai kiya??Nakab usny ruh sy utha kr dikha diyaPoocha k yeh her taraf khizan c kyoun hai???Mehfil sy KHUD KO utha kr dikha diyaPoocha ek diya jo hawa sy na bujh saka??Diya us ny wafa ka jala kr dikha diyaPoocha k aakhir yeh hassad hai kiya cheez??Us ny kisi aur ko apna bana k dikha diya...!
Aap apnay qareeb aanay nahin daitay,
KHUD KO seenay say laganay nahin daitay,

Dil aap ki yaad main tarapta bhi bohut hay,
magar aap hamain aanso bahanay nahin daitay,

aap ki yaadon ko rook pana hay mushkil,
Rooth’tay hain to phir mananay nahin daitay.