Jheel SMS Messages32 messages

Liya tha aik wada tumne mujse....
Hamesha khush hi rehna hai...
To dekho, dekh lo aa kar..
Meri ankhon ko dekho tum,
Yeh kitni shokh lagti hain...
Mere honton ko dekho tum,
Hamesha muskuraty hain...
Koi b ghum agar aye,
Usay hans kar saha main ne...
Mere chehray ko dekho tum,
Hamesha pur sakoon ho ga...
To socho gay.....
Kia tha main ne jo tumse,
Wo wada ker diya poora...!!!
MAGAR
Ik baat hai piyare...
Kabhi jo waqat mil jaye,
To meri shairi parhna...
Tumhain mehsoos to hoga,
Kaheen talkhi bhara jumla...
Kaheen yeh sard sa lehja,
Kaheen par dard ki Jheelain...
Kahin lehjay ki karwahat,
Suno....!!!
Main khush to hoon lakin,
Lahoo har lafz roota hai.....;->
Zamanain bher ki nigahoon main jo khuda sa lagay
wo ajnabi hai mager muj ko aashna sa lagay

najanain kab mairi duniya main muskuray ga
wo aik shakhs k khaboon main bhi khafa sa lagay

ajeeb cheez hai yaro yeh manzaloon ki hawas
k rahzen bhi musafer ko rehnama sa lagay

dilay tabah! tera mashwara hai kiya k mujhay
woh phool rang sitara bhi bewafa sa lagay

hoi hai jis say manawer her aik aankh ki Jheel
woh chand aaj bhi mohsin ko kamnama sa lagay
Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke
Jin Ankhoon Pey Main Marti Hoon

Woh Ankhain Jheel Se Ankhain Hain
Jin Main Doob Key Rooz Ubharti Hoon

Mujhey Dekhney Key Liye Uthte Hain
Miltey Hi Nazar Woh Jhukte Hain

Sarey Jahan Main Aise Ankhain Nahi
Jin Ankhoon Pey Main Marti Hoon

In Ankhoon Main Koi Ansoo Na Aye Koi
Kabhi Koi Gham Na Pass Aye Koi

Sada Muskurate Rahain Yeh Ankhain
Har Dam Yeh DUA Main Karti Hoon

Kiya Baat Hai Un Ankhoon Ke
Jin Ankhoon Pey Main Marti Hoon
Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke
Jin Ankhoon Pey Main Marta Hoon
Woh Ankhain Jheel Se Ankhain Hain
Jin Main Doob Key Rooz Ubharta Hoon
Mujhey Dekhney Key Liye Uthte Hain
Miltey Hi Nazar Woh Jhukte Hain
Sarey Jahan Main Aise Ankhain Nahi
Jin Ankhoon Pey Main Marta Hoon
In Ankhoon Main Koi Ansoo Na Aye Koi
Kabhi Koi Gham Na Pass Aye Koi
Sada Muskurate Rahain Yeh Ankhain
Har Dam Yeh DUA Main Karta Hoon
Kiya Baat Hai Un Ankhoon Ke
Jin Ankhoon Pey Main Marta Hoon
Sondhee Mittee Kee Khushboo Mien Liptee Huyee Kucch Yaadien
Phoolon Kee Pankhuriyon Mien Sahejay Huye Kucch Lamhaat
Uss Aksmaat Mulaaqaat Kee Goonjtee Huyee Dharkhan
Ek Ghazal Mien Gholee Huee, Kisikay Lafzon Kee Misree
Zehen Mien, Be-Khauf Failtaa Hua Ek Tassavvur Ka Jaadoo
Waqt Kee Aankhon Say Giree Huyee Ek Ashq Kee Boond
Shabnam Say Churayee Huyee, Thorhee See Numee
Ek Ajnabee Say Milee, Be-Takalluf Hansee
Unkee Jhalak Ka Muskurata Hua Khumaar
Ek Chashm Mien Tairtee Huyee Jheel Kee Gehraayee
Zehan Kay Aangan Mien Kheltay Huey Khayaalon Kay Kehkahay
Ek Manzil Pay Baithay Huey Intezaar Kee Kashish
Kiya baat kaho on ankhoo ki
Jin ankhoo pe main marta hoo
Woh ankhien Jheel si ankhien hain
Jin main doob ke rooz ubharta hoon
Mujhey dekhney ke liyeh uthti hain
Miltey hi nazar woh jhukti hai
Saarey jaha main aisi ankhien nahi
Jin akhoon pe main marta hoo
In ankhoo main koi ansoo na aaye koi
Kabhi koi ghum na pass aaye koi
Sada muskuratien rahey yeh
Har dum yeh dua main karta ho hoon
Kiya baat kaho un ankhoo ki
Jin ankhoo pe main marta hoo
Chaha Na Us Ne Bas Dehkta Raha,

Meri Zindgi Se Wo Is Tera Khlta Raha,

Na Utra Kabhi Meri Zindgi Ki Jheel Me,

Bas kinray Pey Behta Pathar Phainkta Raha..
Tum ne Chaha he na tha,Warna Halaat Badal sakte theY,

Hmari Ankhon k Yeh Aanso kisi Aur ki Ankhon se nikal Sakte theY,


Tum To rahi Jheel k Paani ki Tarah,

DarYa Banti To Door Nikal sakte TheY.
Jheel si ankhoon kia ada behkati hai mujhe.
raat sari yad ki dehleez pe jagati hai mujhw.
Ab kissay kahein aur kon sune jo haal tumhare baad hua
is dil ki Jheel si aankho main ik khuab bohat barbaad hua
shehar main kitne chehre the kuch yaad nahi
ek shaks kitabo jaisa tha woh shaks zubani yaad hua...
Konsa zakhm tha jo tar-o-taza na tha,

Zindge m itne gm thay k andaaza na tha,

Un ke Jheel c aankho ka is m kya kasoor,

Dobne walo ko gehrai ka andaaza na tha
kch na kena, chup chup rehna,ye b ik udasi hai,hans k sare sadme sehna ye b ik udasi hai,baithy baithy kho sa jana,younhi door khiyaloon main,chlte chalte hanste rehna ye b ik udasi hai, mar k kankar lehrain ginna,baith k Jheel kinary per,kuck logoon ka hai ye kehna, ye b ik udasi hai