Mujh Ko Baatein Kab Aati Hain ?
Main To Bus Khamosh Sa Sha‘Ir
Ulfat Chahat Ke Rango Se
Dil Ki Khali Tasveero Me
Koi Mohabbat Likh Deta Hoon …
Aur Kabhi Deewar Se Lagkar
Koi Mohabbat Ro Deta Hoon …
Aur Kabhi Aankho Aankho Mein
Jo Manzar Ek Bar Guzar Jate Hain Nigah Se
Phir DHoondti AankHoon Mein Wo Manzar Nahi Aate
Khuch Log Kisi Baat Per Ate Nahi Hain Yaad
Khuch Log Kisi Tor Bhulaye Nahi Jate
lafz likhta hou to ehsas likha jata hai dard likhta Hoon to piyas likha jata hai mere zameera se wakif hai youn
kalam mera mohabbat likhta hou to tera naam likha jata hai
Nazm Uljhi Hui Hai Seeney Main
Misrey Atkey Huey Hyn Honton
Udtey Phirtey Hyn Titlyo''n Ki Trha
Lafz Kaghaz Per Beth''te Hii Nahi
Kab Se Betha Hoon Main
Koray Kaghaz Pe Likh K Naam Tera
Bas Tera Naam Hi Mukamal Hy
Is Se Behter Bhi Nazam Kia Hogi