Hoon SMS Messages1073 messages

Usay kehna mujhe tanhaiyon mein darr sa lagta hai


Tujhe jab sochta Hoon to dil mein ik khanjar sa lagta hai

tumhare hi khayaalon mein, main aksar mehv rehta Hoon

nikal aaoon to ye mahol banjar sa lagta hai...
kaHoon ab kissi sey mein aur kya?
tu na mil saka, tu na mil saka,

detey hein tanney log yeh kehtey hein mujh sey barha,
"hai raighan ghayee wafa" tu na mil saka
Merey Humsafar Ka Yeh Hukum Tha
Keh Kalaam Us Se Main Kam Karon

Merey Hoont Aisey Siley kEh Phir ..
Meri Chup Ne Uss Ko Rulaa Diyaa !!
khud ko chuntay huway din sara nikal jata hai
phir hawa shaam ki chalti hai, bikKhar jata Hoon
main to phool Hoon, murjha gaya to malal kaisa










tum to mehek ho tumhe abhi har phool mein samana hai.
apney dil kee veeraniya mujhey hasatee hain,
kya kaHoon k apni hee nadaniyan mujhe hasatee hai,

jab teree yaar boht aati hai to na pooch aye dost,
phir yun hota hai k pareshaniyan mujhe hasatee hain
Ek Tamanna Hai Faqt Mujh Pe Meharban Raho,

Tum Kisi Aur Ko Dekho To Bura Lagta Hai,

Meri Chahat Ka Taqaza Hai Mere Saath Raho,

Gair Ka Haath Jo Thamo To Bura Lagta Hai,

Aarzo Hai Tere Har Roop Ko Har Pal DekHoon,

Tum Mere Paas Se Utho To Bura Lagta Hai,

Roz-o-Shab Aaj Bhi Parwah Hai Tumhari Mujh Ko,

Tum Kisi Aur Ko Socho To Bura Lagta Hai...!!
kirchiyan hi chubhti Hoon jab kreeb any se...............
dooriyan hi bahter hain yun gally lgany se
guzarish hai aaj kuch kah lyny do,,
mujhy mairi dunia main jee lyny do,,
brra hi kathen hai ye rasta,,,,,
mujhy mairi raHoon pe chal lyny do,,
brri purfraib hain nigahain ye sari,,
zrra khud ko en se bcha lyny do,,
mairy lafz lafz main zehar bhrra hai,,

brri tallakh dastan hai suna lyny do,,
jo taana bani hai mairi zindagi tou,,
esy b dharknoon main bssa lyny do,,
kabi rakh ban k na bikhron gi hergiz,,
zrra shama ban k tou jal lyny do,,
mairi nazer main khab hain na manzil,,
tanveer chunaaoo kisi ka tou kr lyny do,,
main ser k bal girra tha gunaHoon k bojh se,
dunia smjh rahi thi k sajde main prra hai,,
sajde main jab gya tou logon ne ye kha,
zalim ne etni pee hai k madhosh prra hai,,
Kabhi saaya hai kabhi dhoop muqaddar mera
hota rehta hai yoon hi qarz baraabar mera

toot jaate hain kabhi mere kinaare mujh mein
doob jaata hai kabhi mujh mein samandar mera

kisi sehra mein bichhad jaayenge sab yaar mere
kisi jangal mein bhatak jaayega lashkar mera

bewafa tha to mujhe poochhne waale bhi na the
bewafa Hoon to hua naam bhi ghar-ghar mera

kitne hanste hue mausam abhi aate lekin
ek hi dhoop ne kumhla diya manzar mera

aakhiri jur''a-e-pur kaif ho shaayad baaqi
ab jo chhalka to chhalak jaayega saagar mera
Ab kiya dHoondhte ho jaly hue kaghazon ki rakh mein faraz "
Wo jis ka unwan tum the wo afsana hi jal gaya.....!!