Hoon SMS Messages1073 messages

Aj Mainy Osy Dekha Hai
Barsoon Bad
Dil Kuch Nae Andaz Se Dharka Hai
Barsoon Bad
Dil Chaha! K Barh Kar Roke Lo
Lakin
Zamane Ke NigaHoon Ne Saath Na Chora
Barsoon Bad
Dil Chaha! K Tery Rah Guzar ko Dekhta Hi Raho
Jany To Phir Kab Ay Barsoon Bad
nigah-o-dil teray baray maiN muttafiq hi na thay.
maiN khud say kitna lara Hoon teri muhabbat maiN...
Mana K Bura Hon
Magr Itna B Nahi

Kuch Nazron Se Gira Hon
Magr Itna B Nahi

Koi Koshish To Kare Mujhe Samaitne Ki

Main Toot K Bhikra Hoon
Magr Itna B Nahi
Bara Andhera Tha Un Ki RaHoon MEin Ay Dil
FARAZ
Mein Apna Ghar Na Jalata To Aur Kia Kerta
Lete Hoe Aksar Yeh Sochta Hon

FARAZZ

Agar Beth Kar SocHoon To Kya Hog
Kitna makhmuur bulawa hai Teri Aankhon main

Main agar raah se bhatkha Hoon to mujrim tum ho
Chahta Hoon K Bhool Jaon Tumhen
Or Ye Sab Dareecha Ha-E-Khayal
Jo Tumhari He Simt Khultey Hen
Bend Ker Doon Kuch Is Terha K Yahan
Yaad Ki Ik Kiran Bhi Aa Na Sakey

Chahta Hoon K Bhool Jaon Tumhen
Or ... Khud Bhi Na Yaad Aaon Tumhen
Jese Tum Sirf Ik Kahani Theen
Jese Men Sirf Ik Fasana Tha ...
Hoonto pe mohabat ke fasane nahi aaty
saahil pe samundar ke hazane nahi aaty
palkein bi chamak uthi hein sote hi hamari
aankho ko abhi khawab chupane nahi aaty
dil ujri hain ik saraye ki terha hain
ab loogh yahan raat jagane nahi aaty
yaaro naye mousam ne yeh ahsaan kiye hein
ab yaad samje derd porane nahi aate
urdny do abhi parindo ko shoh hawa mein
phir lout ke bachpan ke zamane nahi aaty
is shehar ke badal teri zulfon ki terha hein
yeh aag lagate hein per bojane nahi aaty
ahbaab bi gharon ki terha ada seekh gaye hein
aaty hein magar dil ko dukhane nahi aaty…
Jis shaam mein mere lab per aapka naam na aaye,
Khuda kare ki kabhi aisi shaam na aaye,
Ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki,
Afsaana likHoon aur aapka naam na aay
Ab Kahuf Nahi Koi Mjhe Rah-e-Guzar Se
Main Duur Nikal Aaya Hoon Us Kanch K Nagar Se
Ye Log B Ache Hyn Makan B Bht Ache
Bas Main Hon Bezaar Un Achon K Nagar Se
Ek Mor Pe Hum Ajnabi Ban K Milenge
Ye Baat Tou maloom Thi aaghazz-e-Safar Se
Jesa Bhi Hoon Acha Hoon ya Bura Apne Liye Hon
Main Khud Ko Nahi Dekhta Auro''n Ki Nazar Se
Meray dard ki kahani meri hasraton sey poocho,
Mein luta Hoon kaisey meray doston sey poocho,

Jo khuda tha meray dil ka,mera dil usi ney tora,
Yeh ghamo ki sarhadon par mujhey kis ney la chora,

Ussey mein ney kitna chaha dharkano sey poocho,
Mein luta Hoon kis tarah meray doston sey poocho,

Yeh saza meray naseeb ney dee meri aashiqui ki,
Diya jis ko dil ussi ney meray dil sey dillagi ki,

Mein kahan kahan jala Hoon meri hasraton sey poocho,
Mein luta Hoon kis tarah meray doston sey poocho.
Jab apne aap se kat ker jiya Hoon jaan-e-Fareed
To phir main tujh se taaluk bahaal kya kerta

Jise badan ki nahin pyaar ki zaroorat thi
Woh badnaseeb tere khad-o-khaal kya kerta?