Guzar SMS Messages338 messages

Kaun kehtA Hy K Teri Yaad Se GaafiL Hy SehAr


Bister ki hAr ShikAn Se Pooch KaisAy Guzarti hY RaaT Meri
Dheery dheery Guzar raha hoon

Zinda hoon shayed ya mer raha hoon

Mushkil to hai ye safr-e-zeest

Daikho magar main ker raha hoon
Bohat Si Be-sabab Baatai''n
Faqt Tehmeed Hoti Hyn
Jo Aksar Tum Sy Kehty Hyn
Suno !!!
Aur Kese Ho ?
Suno Sardi Bohat Hy Na
Nahi Mausam Tou Acha Hy
Chalo Acha
Hum Chalte Hyn
Dobara Phone Karo Ge
Ye Saari Baatai''n !!!
Faqt Tehmeed Hoti Hy
Aur Is Tehmeed Main Jaan''an
Guzar jate Hyn Jab Lamhey
Tou Phir Hum Sohtey Hyn k
Zara Si Baat Hi Tou Hy
Tumhai''n Jaldi Sy Keh Denge
Humai''n Tum Se Mohabbat Hy ...
Faryaad Ker Rahi Hy
Tarasti Hui Nigahei''n
"Faraz"

Dekhe Huey Kisi Ko
Bohat Din Guzar
Gaye ... !!!
Tu Kisi Aur k Liye Hoga
Samandar-e-Ishq

hum Tou Roz Tere Sahil
Se Pyase Guzar Jate Hyn !!
Dil Ki Khamoshi Se
Saanso''n k Theher
Jane Tk

Yaad Aayega Mujhy
Wo Shaks Marr Jane
Tk

Us Ne Ulfat k b
Paimaany Bna Rakhy
Thay

Me Ne Chaha Tha
Usay Hadh Sy Guzar Jane
Tak ...
Ajnabi hai To Mere Zehan Mein Rhta Kyun Hai
Woh Jo Pathar Hai To Shishoon Ka Masiha Kyun Hai
Woh Hawa Hai To Guzar Jaey Hawaoun Ki Tarhan
Woh Samandar Hai To Thra Rahe Bhta Kyun Hai
Mere Aangan Mein Nahin Koi Umeedoun Ka Gulab
Phir Ye Mousam Mere Aangan Mein Utarta Kyun Hai
Jis K Chre Pe Saji Jhoot Ki Thrirein Hain
Dil Usi Shaks K Wadoun Se Behalta Kyun Hain
Kiya GHAM hai kia KHUSHI
malum nahi..

w0h APNA hai k AJNABi
malum nahi..


Jis k Baghair ek PAL nahi
Guzarta..


Kaise guzre gi ZindaGi
malUm nahi...

Her hud Guzar chuki hay mari tujh say piyar ki
Zindagi mangi hay ager aur to tujh say piyar ki
Her khoshi hogaiee hay mari wabasta tujh say
Jab say aibtada ki hay may nay tujh say piyar ki
Taray siwa mujh ko abb kuch aur nazer nahi aata
Aintaha dekh li hay sub nay mari tujh say piyar ki
~ Tum Bin ~
Tn ne dekha he nahi naksha meri Tanhayi ka ...

Ik qayamat hy jo har shaam Guzar jati hy.
Darr-e-qafas sy paray jab saba Guzarti hy

Kisay khabar k aseeron py kya Guzarti hy

Taeluqaat kbhi es qadar na tootay thay

K teri yad b dil se ghafa Guzarti hy

Wo ab milay b to milta hy es tarah jaisy

Bujhay charaghon ko chhoo kar hawa Guzarti hy

Ye ehl-e hijr ki basti hy ehtiyaat se chal

Musebaton ki yahan inteha Guzarti hy

Na poochh apni anaa ki baghawtain MOHSIN

Darr-e qubool se bach kr dua Guzarti hy...\
kuthan hai zindagi kitni
safar dushwaar kitna hai
kbhe paon nhe chalty
kbhe rasta nhe milta
hamra sath dey pay
koi esa nhe milta
faqat aisy Guzaron to
ye roz.o.shab nhe katty
ye katty thy kbhe pehly
mager han ab nhe katty
muje phir bhe mery malik
koi shikwa nhe tujh se
men jaan per khail skti hon
men her dukh jhail skti hon
agr to aaj he kr dey
muhabat hamsafar meri