Dosti SMS Messages385 messages

Meri Maut Hai Meri Hamsafar Meri Zindagi Bhi Ajeeb Hai
Meray Charo'n Tarrf Hai Jalwa Garr Teri Be Rukhi Bhi Ajeeb Hai

Mera Dard Hai Lab E Aashna Teri Ranjisho'n K Azaab Say
Meray Shair Hain Meray Chara Garr Meri Dil Lagi Bhi Ajeeb Hai

Jo Hai Ta'ana Zann Meri Zaat Par Mujhay Unsay Koi Gila Nahee'n
Mujhay Jaan Say Hain Azeez Tarr Meri Dosti Bhi Ajeeb Hai

Mai Lahoo Jigar Say Guzar Kar, Tujhay Naql Karta Hoo'n Warq Warq
Hai Qalam Ki Nauk Say Mukhtasar Teri Aagahee Bhi Ajeeb Hai

Mai Peher Ki Tapti Hawao'n Say, Karhi Dhoop Mai Kharha Be Khabar
Saray Reh-Guzar Tera Muntazar, Meri Be Basi Bhi Ajeeb Hai
Ye Be Khudi Ye Laboon Ki Hansi Mubarik Ho

Tumhein Ye Saalgirah Ki Khushi Mubarik Ho

Kabhi Na Aaye Koi Ghum Qareeb Tumhaare
Jahaan Mein Sab Se Ache Hoon Naseeb Tumhare
Khaloos,

Pyar Bhari Dosti Mubarik Ho
Tumhein Ye Saalgirah Ki Khushi Mubarik Hoo
Hawaen kehti hen Dosti karo

Fizaen kehti hen PYAR karo

Baharen kehti hen SHADI karo

Or gahr wale kehte hen

FARAZ

Bakwas band karo aur koi

NOKRI karo


Bohat Khubso0rat Hy Ye Dua Hamari
Phoolon Ki Tarha Mehky Ye Zindagi Tumhari
Muje Kya Chahiye Or Zindagi Me
Kabhi Khatam Na Ho Bas Ye Dosti Hamari....
Acha dost “Hath” aur “ankh” ki tarhan hota hai.
Jab “haath” ko taqleef hoti hai to “ankh” roti hai,
Aur jab “ankh” roti hai to “hath” ansoo ponchta hai.

Milte hai acche Dost sirf khushnasibo ko,
Isliye hamari Kismat se jalna chod do,
Tamanna ho agar hamare dost se milne ki,
To jakar AAINA dekh lijiye…

Har aahat ehsaas hamara dilaayegi.,
Har hawa khushbu hamari laayegi.;
Hum Dosti aisi nibhaayengey yaara!
Ki hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..! !!

Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai.
Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
E dost wo tum hi ho,
Jis se meri jindagi zinda dil hoti hai.
Friend means



F: Fursat ho na ho



R: Raat ho ya din ho



I: Intezaar ho na ho



E: Ehsas ho na ho



N: Nibaho dil khol kay



D: Dosti kay rishtay ko



CHahe mulaqat ho na ho
In Dosti Ki Rahoon Main Dhoka Na Dena Dost Mera Yaqeen Tujh Py Aisa Hy Jaisy Zubaida Aapa Ko Apne Totkon Per. :-P
Dosti mosam nahi, keh
apni muddat pori karay orr
rukhsat ho jay,
Dosti sawan nahi, keh
toot kar barsay or
tham jae,
Dosti aag nahi, keh
sulgy bharkey or
bujh jae,
Dosti aftab nahi, keh
chamkey or
doob jae,
Dosti phool nahi, keh
khiley or
phir murjha jae,
Dosti to saans hai jo chaley to sab kuch
toot jae to kuch bhi nahi…….. …
Aapki Dosti hamein is kadar pyaari hai, Jis tarah bin paani ke machli bechari hai, Ab na aur kuch khawish hai, Bus tum DOST bane raho ye hi tum se guzarish hai ek
School ki friendship 10th class tak,

Collage ki friendship final year tak,

Love ki friendship shaadi tak,
But
Humari friendship 30th February tak
Qk na 30th Feb aayegi aur na hi humari Dosti tootegi.
Aziz hai mujhe har cheez se Dosti uski,

Utar gayi hai mere dil mein saadgi uski,

Wo apne aap se kese juda karega mujhe,

Wo rooh hai aur mein zindagi hoon uski.
Ittefaq se hum mile,
Ittefaq se aap hume pasand aaye,
Ittefaq se hum dost bane,
Humari Dosti ab ittefaq nahi,
Zindagi ki khoobsurat hakikat hai