Usne dur rehna ka mashwara b likha hai,
Saath he Dosti ka wasta b likha hai,
Usne ye bhi likha hai mere ghar na aana,
Or saaf lafzo me rasta bhi likha hai
Kabhi Roothkar Kabhi Manaakar,
Kabhi Hansakar Kabhi Rulakar.
Teri Dosti ne Sikhaya Hai
Har Pal Jeena Muskura Kar.
Muskurati Subah Ka
Swagat Karo Muskura Kar
Aksar Dosti karne wale,
apne dost ki tarif karte rehte hain
Taki wo unse juda na ho jaye.
Hum isliye khamosh rehte hain,
taki un par koi aur fida na ho jaye.
special word for friend
Do dosto k dimag bilkul railway k track ki tarah hote he,
jo kabhi mil nahi sakte,
lekin wo hamesha sath sath chalte hue Dosti ki gadi ko apni manzil tak pahuchate he.
JAB HO ZARURT TO KOI SAHARA NAHI AATA.
BAGER RAAT K AASMA MAI SITARA NAHI AATA.
ABHI WAQT HAI THAMLO HAMARI Dosti KA HATH.
AISA DOST ZINDAGI MAI DUBARA NAHI AATA.
Muskurana hi to Khushi nahi hoti,
Umer Bitana hi to zindagi nahi hoti,
Khud ko mitana Parta Hai Dosti mein,
Kyun k Sirf Dost Kehene se Hi Dosti Nahi Hoti..
Zindgi lahar thi aap sahil hue,
na jane kaise hum apki Dosti ke kabil hue,
nahi bhulayenge hum us hasin pal ko,
jab aap hamari chhoti si zindgi me shamil hue.
[email protected]