Dosti SMS Messages385 messages

Mehak Dosti ki ishq se kam nahin hoti,
ishq se zindagi khatam nahin hoti,
sath agar ho zindagi main doston ka,
to zindagi jannat se kam nahi hoti..
Rishtoon ki yeh Duniya hai nirali
Sab Rishtoon se Pyari hai Dosti tumhari
Manzoor hai Ansu b Ankhoon main hamare
Agar a jaye Muskaan hout pe tumhare
Apne labon ki Hansi Aap k Naam kar Dengay,Har Khushi Aap Pe Qurbaan kar Dengay,Jis Din Hogi Kami Meri Dosti Men,Zindagi ko Moat Kay Naam kar Dengay.
Bolti hai Dosti, chup rehta hai PYAR....

Hansati hai Dosti Rulata hai PYAR

Milati hai Dosti

Juda karta hai PYARPhir kyun Dosti chor ke log kerte hain PYAR?
Aaj us ki yaad ne hamain tarpaya bohat,

aaj na chahtay howay bhi woh yaad aya bohat,

uss k baad tu jasay vehshaton se Dosti ho gai,

phir kyon aaj tanhaiyon ne daraaya bohat,

woh mera tha,mera hai, mera rahay ga,

hum nay iss khayal se khud ko behlaya bohat,

hum ne jis kisi ko bhi humdard samjha apna,

woh hamare dukh pe na jaane kyon muskuraya bohat...
Kya hua jo tumhara saath nahi
Mere hathon main tumhara haath nahi




Mere liye tumhari yaadein hi kafi hain
Muhabbat main zaroori mulaqat nahi




Main sari umar tarsa hon chahat ke liye
Mere naseeb me shayad ye soghat nahi




Iss andaaz se bikhar kar phir simat na saka
Mujhe samaitne wala hi koii haath nahi


Jis ki Dosti peh naz thaa, wo DOST bhi gaya
Kis qarb se kaha us ne koi baat nahi
Kya hua jo tumhara saath nahi
Mere hathon main tumhara haath nahi


Mere liye tumhari yaadein hi kafi hain
Muhabbat main zaroori mulaqat nahi


Main sari umar tarsa hon chahat ke liye
Mere naseeb me shayad ye soghat nahi


Iss andaaz se bikhra k phir simat na saka
Mujhe samaitne wala hi koii haath nahi

Jis ki Dosti peh naz thaa, wo DOST bhi gaya
Kis qarb se kaha us ne koi baat nahi
Kya Kahe ki Kuch Kaha Nahi jaata,
Dard-Meetha hai par Saha Nahi jaata,
Dosti Ho gayi hai is Kadar aapse ki,
Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
teri Dosti teri wafa he kafi hay ,

tamaam umar ye ik aasra he kafi hay,

jahan kahen b milo mil k muskra deyna,

meray jeenay k liay teri ye adaa he kafi hay,
yeh tumhay bata dun may
chahaton k rishtay may
phir girah nahi lagti
lag bhi jai to ismay
woh kashish nahi rehti
eik pheeka pheeka sa
raabta to hota hay
taazgi nahi rehti
rooh k talluq may
zindagi nahi rehti
baat woh nahi rehti
Dosti nahi rehti
laakh baar mil ker bhi
phir dil nahi miltay
zehen k jharokon may
yaad k dareechon may
titlion k rangon k
pho0l nahi khiltay
is liyay may kehta ho0n
is terhan ki baton may
ehtiat kertay hain
is terhan ki baton say
ijtinab kertay hain
Ker lea hai faisla kehna ossay
abb na hoga rabta kehna ossay
jis pe hum chalte rahen hain SATH SATH
kho gaya woh Rasta kehna ossay
teri YADEEN DIL se ruksat ho gain
ho chuka yeh saneha kehna ossay
abb na dekhay ga tumhara rasta
dil ko may samjha chuka kehna ossay
cheen se sone na dega Ghum tujhi
raat bher abb jagna kehna ossay
aashna bun ker na milna rah may
Dosti ek khuwab tha kehna ossay
moer k pechay dekhtay hum bhi nahi
soch ker munh phairna kehna ossay
Ishq Aur Dsoti Meri Zindagi Ka Unwaan Hai
Ishq Meri Rooh Dosti Mera Emaan Hai
Ishq Pe Kerdon Main Saari Zindagi Fida
Magar Dosti pe Mera Ishq bhi qurbaan hai