dosti yakin pe tiki hoti hai ye dewaar bari mushkil
se khari hoti hai kabhi fursat mile to prhna kitab rishto ki
dosti khoon k rishton se bhi bhari hoti hai
Teri taswer dekh kar main rota hoon ,
Ban kay rah gaya main ek samjota hoon
To kahan kala kawwa thera or mujay dekh
Ek masoom sa khubsoorat pyara sa tota hoon