''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''
sardar g: O teri to mithaai ki dukaan hy,, tera dil nahi karta mithaai khhany ko !!!! 2nd sardar: yar dil to bra krta hy mgr abba g ne mnaa kia hy..... iss liye choos choos k rakh deta hoon...