Bacha SMS Messages278 messages

Us Roz Ek Ghair Bhi Apna Laga Mujhay
Us ne Kaha HUSSAIN to Acha Laga Mujhay

6 Mahh Kay Sagheer Nay Kia Kad Barha Lia
Aur Woh Jo Hurmala Tha Woh Bacha Laga Mujhay
Tareekh me duniyaTareekh me duniya ki wahid yehi manzar hy
Hansta huwa Bacha hy roota huwa lashkar hy
Kya jang karun me insay Abbas e Jarii boley
In shaam ki foojon pe bhari maira Asghar hy
Firown Ko Sedha Kabi Chalte Nahi Daikha

Girtay Huay Daikha Hay Sambhalty Nahi Daikha

ASGHAR Ki Tarah Maqsad e Islam Ki Khatir

Itna Kisi Bachay Ko Machalte Nahi Daikha
So Baar Legaye, Sare Baazar Muflisi
Har Baar Mene Apna Aqeeda Bacha Lia
Mene Parhi Thi Apni Hifazat ke Waste
Naad e Ali ne Sara Ilaqa Bacha Lia
Ye Muftian e Deen se Kehti hai Karbala
Bidaet Usi Ki Yaad jo jeena sikha gaya ?
Tum lakh se aik lal masjid na Bacha sake
Mera Hussain poori shaiat Bacha gaya
Kia Jalwa Karbala Mein
Dikhaya HUSSAIN Ne

Sajde Mein Ja k Sar
Kataya HUSSAIN Ne

Naize Pe Sar Tha Aur
Zubaan Pr Aayatei''n

QURA''AN Is Terha
Sunaya HUSSAIN Ne

NANA k DEEN Pe Har
Cheez Waar Dii

Kuch Na Apne Paas
Bachaya HUSSAIN Ne

Kyun AAQA (S.A.W) Ko
Na Apne Nawasey Pe
Naaz Ho

Har QAUL
MUSTAFA (S.A.W) Ka
Nibhaya HUSSAIN Ne
Dushman mere khusiyOn ka zamana hi nahi tha
Tum ne bhi kabhi apna to jana hi nahi tha

Kia karta akaila main saja kar kOi mEhfil
Jab shehar main kisi ne nibahna hi nahi tha

Dil ne to bOhat chaha magar kis tarah jeetay
JeenaY k liye kOi bahana hi nahi tha

Mur mur k dekhta raha maiN Umar bhar magar
Tum aaye nahi tum ko to aana hi nahi tha

Aik rasta Bacha tha wO bhi lotne ka tha
Jata main kahaN kOi thikana hi nahi tha

Ab jhuk k mere lash ko jhinjhOr rahe ho
Jaise tumhare "SHAYAR" ko jana hi nahi tha
Shaam chirago se saja rakkhi hain.. Shart logo se laga rakkhi hain, shayad aa jaye koi humse bhi zyada pyasa, yahi sochkar thodi si Bacha rakkhi hain.......
kisi girte hue insaan ko uthane do mujhe
kisi lut ti hui izzat ko Bachane do mujhe
geet gaaye hain bahut pyaar aur mohabbat ke
aaj insaaniyat ke geet hi gaane do mujhe
Ghar mom ka pahlay to banaya nahi jata,
ban gayay to sooraj say Bachaya nahi jata,
ab tum ho muqabil to mujhay harna hoga,
tum ko to meri jan haraya nahi jata ........
apni aghoosh main ik rooz chupa loo mujh ko ,
gham-e-duniya se meri jaan Bacha loo mujh ko ,
in hi isharoon me de di ha ijazat maine ,
mangne se na milloo to chura loo mujh ko ,
apne saye se bhi ap to mujh ko dar lagta ha ,
ho jo mumkin to nigahoon me basa lo mujh ko ,
unhe likhna ha ik rooz khat me ye jana ,
main to khud ka bhi nahi apna bna lo mujh ko.
Ankhoon may kayi sapnay saja kar roye bohot hai hum.
dil ko nayi dunya dikha kar kar roye bohot hai hum.

woh badal gaya to pher li hum nay bhi nazar apni.
par us kay khatoon ko jala kar kar roye bohot hai hum.

laut aye to ahin us ki mehfil say Bacha kar ana apni.
par us ki bazm say a kar kar roye bohot hai hum.

jisay kia tha roshan tamanhaon say hum nay apni.
us shamy wafa ka bhuja kar kar roye bohot hai hum.

jin kay saye mai ki thin hum nay kayin batain.
un baghoon mai tanha ja kar kar roye bohot hai hum.

kis qadar khoshi say kia hum dum ko rukhsat hum nay.
magar sab say nazar Bacha kay kar roye bohot hai hum.