BAAT SMS Messages1063 messages

ajeeb tarha sy socha hai zindagi k liye
ky zakham zakham mein khilta hon mein her khushi k liye

woh mujh ko chorr gaya toh mujhy yaqeen aaya
koi bhi shaqs zarori nahee kisi k liye

sawal ye hai k uss ny kabhi nahee pocha
ky aap sochty kaisy hain shairee k liye

usey khabar hai k uss ka koi nahee apna
aik aashnai bhi kafi hai ajnabie k liye

khata kisi ki ho lekin saza kisi ko mily
ye BAAT jabr ny choori hai her sadee k liye

ye saadgi thi mairi ya k Saad chahat thi
ky mainny khud ko paish kiya dil lagi k liya
kabhi khud bhi merai paas aa
meri BAAT sun mera sath de
jo khalish hai dil sai nikaal ker
mujhai uljhanon sai nijaat de
tujhai sochna mera mashghala
tujhai dekhna meri aarzoo
mujhai din dai apnai khayal k
mujhai apnai qurb ki raat de
main akela bhatkon kahan kahan
ye safer bauhat taweel hai
meri zindagi merai saath chal
merai hath main apna hath de!!
Tu k simta tu rag-e-jaan ki hadoon mai simta,
Mian k bikhra tu simta na gaya tere baad,
Yeh alag BAAT hai k afshan na hua tujh per warna,
Kitna mehsos kiye tujhay main nay tere baad,
Hum Ne Kisi Ki Yaad Main Rona Hi Chor Diya
Apni Zindagi Ko Talaash Karna Hi Chor Diya

Sab Beeti Hui BAATein Bhula Di Hum Ne
Ab Dil Main Maazi Basana Chor Diya

Kaanton Se Bhar Dete Hain Log Daaman
Hum Ne Aangan Main Phool Khilana Hi Chor Diya

Kabhi Na Maangen Ga Kisi Se Bheek Mohabbat Ki
Is Hi Liye Hum Ne Pyaar Karna Hi Chor Diya
Har Khushi Hai Logon Ke Daman Mein
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi
Din Raat Daudti Duniya Mein
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi

Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai
Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi
Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi

Saare Naam Mobile Mein Hain
Par Dosti Ke Lye Waqt Nahi
Gairon Ki Kya BAAT Karen
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi

Aankhon Me Hai Neend Badee
Par Sone Ka Waqt Nahi
Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi

Paison Ki Daud Me Aise Daude
Ki Thakne Ka Bhi Waqt Nahi
Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi

Tu Hi Bata E Zindagi
Iss Zindagi Ka Kya Hoga
Ki Har Pal Marne Walon Ko
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi
Is Se Pehle Ki Dilo Me Nafrat Jaage
Aao Ek Shaam Mohabbat Me Bita Di Jaye
Karke Kuch Mohabbat Ki BAATein
Is Shaam Ki Masti Badha Di Jaye
Meri Dharkano Me Aap Ka Hi Raaz Hoga
Meri BAAT Ka Bus Yehi Andaaz Hoga
Khabi Be-Wafai Nahi Karte Dosti Me
Hamari Dosti Pe Aap Ko Hamesha Naaz Hoga
Raat Ka Galiban ,Aakhiri Pehar Tha …
Mujh Say Tanha Sitara Yoon Gooya Hoa

Hamnasheen …
Alwida !!
Aey Meray Hamnasheen . .Mujh Ko Nend Aa Gai

Tum Bhi So Jaao Ja Ker Kahen
Kal Milen Gay Yaheen..!!

Ye Sun Kar Main Halka Sa Muska Dia
Us Ko Batla Dia

Janay Walay Yahan Lout‘tay He Nahi
Tum Na Ao Gay Kal

Mujh Ko Hay Ye Yaqeen
BAAT Sun Kar Meri

Wo Ruk Sa Gia …
Or Kehnay Laga ..

*Tum Say Wadah Karon
Phir Na Pora Karon ?

Aisa Mumkin Nahi …
Sun Meray Hamnashen …Main To Insaa‘n Nahi
Tanhayi Ki Yeh Kuch Aisi Ajab Raat Hai
Tujhse Judi Hui Har Yaad Mere Saath Hai

Kis Kadar Ki Thi Mohabbat Humne Tumse
Soch Kar Hui Aaj Ashqon Se Mulaqaat Hai

Kaisa Junoon Tha Us Ishq Mein Dil Ro Aya
Machal Utha Phir Se Har Woh JazBAAT Hai

Tu Mujhko Bewafa Keh Gaya Najane Kyo
Gar Chahna Bewafayi Hai , To Bewafayi Ki Raat Hai

Tadap Raha Hai Tanha Chand Bina Chandni K
Is Andheri Raat Mein Aaj Kuch Aur Hi BAAT Hai

Yu Aye Zindagi Mujhe Akela Chordh Diya Tune
Ke Kafan Odh Rahi Mujh Par Aaj Yeh Raat Hai
Khud rooth’tay ho zra c BAAT per magar
Koyi roothay to usay manaaya bhi karo
Aur ki ghalati per hai teri nigah-e-tanqeed
Apnay kisi aitraaf per nigah jhukaaya bhi karo!!!
Na karo ham say rag-o-jaan mein samaany ki BAATein

Khultay nahin ham kisi pay aagahi ki hadd tak!
PYAAR MITTA NAHI,

MITANE KE KABIL BANA DETA HAI.

PYAAR MARTA NAHI,

MARNE KE KABIL BANA DAETA HAI.

DIL DE KAR JANTE HAI LOG EK BAAT JO PURANI HAI

KAHTE JISKO ISHQ WO ZEHER KA PAANI HAI.