BAAT SMS Messages1063 messages

Nighaa-e-mast ke mastiaayyn.....
kisi BAdNASEEB pe daal daiiiii....,,
kisi ''dardmand'' k To kaAM aaa...
kisi dobtaiii ko uchhhaaal daiiii....
maI iSI KHAYAAAL SE ajj tak,....!!
tUghaI "DIL"ke BAAT na batasaka,
tO jo dard-e-dil se haiii baikhabar,
kahiN "MUSKURAA" K Naa TAal dai.
kuu-ba-kuu phail gaii BAAT shanaasaaii kii
us ne Khushbuu kii tarah merii paziiraaii kii

kaise keh doun k mujhe chhor diyaa hai us ne
BAAT to sach hai magar BAAT hai rusvaaii kii

vo kahiin bhii gayaa lautaa to mere paas aayaa
bas yahii BAAT hai achchhii mere harajaaii kii

teraa pahaluu tere dil kii tarah aabaad rahe
tujh pe guzare na qayaamat shab-e-tanhaaii kii

us ne jalatii huii peshaanii pe jo haath rakhaa
ruuh tak aa gaii taasiir masiihaaii kii
wo jo hum meiN tumme qaraar tha tumHe yaad ho ke na yaad ho
wo hi aani waala nebaahta tumHe yaad ho ke na yaad ho

wo naye gile wo shiKaayate wo maze-maze ki hikaayateN
wo har ek BAAT pe roothna tumHe yaad ho ke na yaad ho

koi BAAT aisi agar huyee jo tumhaare jee ko buree lagi
to bayaaN se pehle hi bhoolna tumHe yaad ho ke na yaad ho

jise aap ginte the aashnaa jise aap kehte the baawafaa
main wohi hooN ''momin''-e-mubtila tumHe yaad ho ke na yaad ho
Khushbu teri Dosti ki muje mehka jati hai.
Teri har BAAT mujhe behka jaati hai,
Saas to bohut dair leti hai aane me…
har saas se pehle Teri yaad aa jati hai
Lehron se milkar na woh beh sake na hum,
ek duje ke Dil me na woh reh sake na hum,
jeet lete Aasma ek din lekin, palkon ke khamoshi ko
hoto se na woh keh sake na hum
Hum jee rahe the unka naam lekar,
wo guzarte the hamara salaam lekar,
ek din wo keh gaye bhula de humko,
humne pucha kaise?
wo chale gaye hath mein jaam dekar
ishq mai ghairat-e-jzBAAT ne rone na diya
wrna kya BAAT thi ks BAAT ne rone na diya

ap kehte the k rone se na badlain ge nasiib
umr bhar apki is BAAT ne rone na diya

rone walo se keh do unka b rona ro lain
jnko majburi-e- halaat ne rone na diya

tjse mil kr hamain rona tha,bohat rona tha
tangi-e-waqt-e-mulaqat ne rone na diya

ek do roz kaa sadmaa ho to ro lain
hmko hr roz k sadmaat ne rone na diya
Hum Yousaf_e_zaman thay abhi kal ke BAAT hai.
Tum hum pay mahrban thay abhi kal ke BAAT hai.

wo din bhe thay k hum he thay tumhari zuban par.
mozoo_e_dastan thay abhe kal ke BAAT hai.

khood unhai say pochtay phirtay hai rasta.
manzal k jo neshan tahy abhe kal ke BAAT hai.

kuch hadsoon say gir gay setary zameen par.
hum rashk_e_asman thay abhi kal ke BAAT hai.
kya toota kya bikhar gaya ye mein janta hoon
andhiyoon mein chiraag jalaney ki saza mein janta hoon

janey wo kon log the jin ko mila sila mohabtoon ka
zakham_e_mohabat ki tarap ka maza mein janta hoon

door se dekho iss ko pass jaogey toh pachtaogey
zindagi ke chehrey pe hai kya likha mein janta hoon

un ke koochey se uthey jo mera janaza toh kya BAAT hai
un ki bahoon mein marney ka maza mein janta hoon

kyun bewaja mujhe zindagi se milatey ho yaro
zindagi aur maut ke beech ka khala mein janta hoon

wo khafa se hein ye be janta hoon mein
un ki narazgi mein be hai ik ada mein janta hoon !!
Barish Ka Ye Mousam Kuch Yaad Dilata Hai
Kisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai

Fiza Bhi Sard Hai Yaadain Bhi Taaza Hai
Ye Mousam Kisi Ka Pyaar Dil May Jagata Hai

Bheegi Hoye Raatain Khamosh Si BAATain
Aisay Main Kuch Kaho Tu Her Lafz Madhem Ho Jata Hai

Barsat Ki Hain Bondain, Bondon May Hai Khushbo
Ye Lumha Tu Dil Ka Ehsaas Chuu Jata Hai

Aisay Main Tum Bhi Keh Do Dil Ki BAAT
Ye Mousam Tu Pal Bhar Main Beet Jata Hai
pyaar kay deep jalaney walay kuch kuch pagal hotay hain
apni jaan sey janey walay kuch kuch pagal hotay hain
hijr kay gheray zakhm milay to mujhko ehsaas hua
pagal ko samjhney walay kuch kuch pagal hotay hain
jaan sey piyarey logo sey bhi kuch kuch pardah lazmi hai
sary BAATein bataney walay kuch kuch pagal hotay hain
is kay ishq mein bheeg kay humko yeh ehsas hua
dil ki BAAT mein anay walay kuch kuch pagal hotay hainn
aik arse se yeh aankhain soee nahi
hansi nahi
roee nahi
milli nahi
khoee nahi
ek BAAT thi dil main
jo tum se kabhi kahee nahi
TUM JAISA KOI NAHI
haath kaaNTon se kar liye zaKhmii
phuul baalon mein ik sajaane ko

aas kii BAAT ho ki saaNs ''Ada''
ye Khilaune hain TuuT jaane ko
mujhay itna tou bata dou keh meray janay k baad
mujhay yaad kiya kertay tou ho na
woh BAATon he BAATon mein meri BAAT aanay say
mera khayal tum dil mien latay tou ho na