BAAT SMS Messages1063 messages

"CHAND SY BATEN"

Pichly pehr ki raat thi Tanhai or teri yaad thi.

Chand ny mujh sy kaha kon haiMeny Kaha koi 7 nahi.

Bola zindagi kesi haiMeny kaha koi khaas nahi.

Bola phir kya chahti hoMeny kaha koi aas nahi.

Bola tum ny pyar kiya haiMeny kaha kuch yaad nahi.

Bola tumhary 7 bhi dhoka hua hai
Meny kaha koi aisi BAAT nahi.

Bola aik BAAT kahoon
Meny kaha koi aitraaz nahi.
Bola too ny bhi pyar kiya hai aur wo tery 7 nahi..

Bheed Main Ek Ajnabi Ka Saamna Acha Laga
Sab Se Chup Ker Wo Kisi Ka Dekhna acha Laga


Surmayi Aankhon K Neeche Phool Se Khilne Lage
Kehte Kehte Wo Kisi Ka Sochna Acha Laga

BAAT Tou Kuch Bhi Na Thi Magar Uska Ek Dum
Haath Ko Honton Pee Rakh Ker Rokna Acha Laga

Dil Main Kitne Ehad Bandhey Thay Bhulaane K Liye
Wo Mila Tou Saare Iraade Todna Acha Laga

Is Adoo-e-Jaan Ko Kaise Main Bura Kahoon
Jab Bhi Aaya Saamne Wo Bewafa Acha Laga
Pyar K Deep Jalane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hain
Apni Jaan Se Jane Waale Kuch Kuch Pagal Hote Hian

Hijr K Gehre Zakhm Miley Tou Mujh Ko Ye Ehsaas Hua
Pagal Ko Samjhane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hain

Jaan Se Pyare Logo''n Se Bhi Kuch Kuch Parda Lazim Hai
Saari BAAT Batane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hain

Us K Ishq Main Bheeg K Hum Ko Ye Ehsaas Hua
Dil Ki BAAT Main Aane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hain
Tum Sab Jo Meri BAAT Suno
Ek Qissa Tumhain Sunata Hoon
Ye Qissa Nahi Zamane Ka
Ye Qissa Hai Parwane Ka
Jo Pal Pal Jeeta Marta Tha
Jo Pyar Bohat Hi Kerta Tha
Har BAAT Usay Malum Tou Thi
Ek BAAT Magar Wo Bhula Betha
Sham''ma Ko Haasil Kerne Main
Khud Apna Aap Ganwa Betha
Yun Ishq Ki Hadh Se Guzarne Main
Parwane K Jal Marne Main
Ab Jaagti Hai Na Soti Hai
Sham''ma Ab Har Pal Roti Hai

Kabhii jo hum nahii hongey
kaho kis ko batao gey ???
woh apnii uljahane''n saarii
woh be''chenii mein doobay pal
woh aankhon mein chupay aansoo
kise phir tum dikhao gey ???
kabhii jo hum nahii hongey
buhut be''chain ho gey tum
buhut tanha reh gao gey
kabhii jo hum nahii hongey
abhii bhii tum nahii samjhay ???
hamarii un-kahii BAATein
magar jab yaad aayein gey
buhut tum ko rulaai''n gey
buhut chaho gey phir milna
hamein na dhoond pao gey
kabhii jo hum nahii hongey ... !
KuN bechain hai tu aaj itna
Kia gham tujhay satata hai
Kis BAAT ki hai kasak tujhko
Kia dukh tujhay rulata hai
Kaash tum yeh samajh paate.

tumhare dil ki tum he jaano
kaash hum apne dil ki kah paate
sada hamare dil mei rahna
kaash hum tumse yeh kah paate
dastak dete dil per tumhare
es sey pehle chal doge
jab tak pahunchi ye khabar humhe
tum duir desh mei jaa baithe
Jo khabar humhe yeh pahle hoti
hum raah rok kar kah dete
pehna kar apni khushiyon ka haar
tumhe vida hum kar dete
khalti hai bas ek BAAT yahi
gar kahni na thee apne dil ki
ruk jaate ghari do ghari
aur hamrae dil ki sun lete
bin baadal barsat kei yuin
barsati hain yeh aankhe jab
uthti hai ek hook si dil mei
Kaash tum yeh samajh paate.
Is Zamanay Say Na Hum Koi Gilaa Rakhain Gain
Dil Lagayein Gain To Na Shart-E-Wafa Rakhain Gain

Na Dikhayain Gain Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhain
Dard Uthay Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Gain

Jaan De Daingain Agar Aik Ishaara Kar De
Ham Usay Apne Liye Bhi Na Bacha Ke Rakhain Gain

Sab Hata Daingain Teri Raah Ki Rukawat Hamdam
Ghar Ke Darwazay Ko Har Waqt Khula Rakhain Gain

Unki Har BAAT Ko Bhoolay Say Na Bhoolain Gain Kabhi
Unki Yadoon Ko Bhi Seenay Se Laga Rakhain Gain

Toot Bhi Jaayegi Umeed Jo Tere Aanay Ki
Ek Diya Phir Bhi Hawaaon Main Jala Rakhain Gain
Mein sochta hoon kuch uss se kahon
koi BAAT mohabat, ulfat ki
koi BAAT sunehrey khwaboun ki
koi BAAT ke jis k harf harf se
be-naam si khushbu poothi ho
phir sochta hon kya hasil hai
gar uss ko sab kuch keh bhi diya
ye lafz be-kaar jayengey
mai sochta hoon aik geet likoon
unn komal pyare hathon par
uss phoolon waley aanchal par
jisey audh ke wo ek pari lage
kabhi sochta hoon koi nazam kahoon
bas jis main uss ki BAATain hon
un gehri gehri aankhon par
jin aankhuon main kai sadiyon k
kai qissay hain, afsanay hain
phir aksar yun bhi sochta hoon
main kuch na kahoon ye behtar hai
har zakhm chupa kar seenay main
bas dukh hii sahoon ye behtar hai
jab unko aitbaar nahi hai
jahan lafz yaqeen se khali hon
wahan chup hii rahon ye behter hai.
woh Aadmi Hai Aam Sa..
Ek Qissa Natamaam Sa..
Na Lehja Be-misal Hai,
Na BAAT Main Kamal Hai..
Hai Dekhne Main Aam Sa
Udasiyon Ki Shaam Sa
Jaise k Ek Raaz Hai
Wo Khud Se Be-niyaaz Hai
Na Mehjabinon Se Rabt Hai
Na Shohraton Ka Khabt Hai
Ranjha, Na Qais Hai Koi..
Insha, Na Faiz Hai Koi
Woh Peker-e-Ikhlas Hai...
Wafa, Dua Aur Aas Hai...
Wo Shakhs Khud Shanaas Hai,
Tum Hi Karo Ye Faisla!!!
Woh Aadmi Hai Aam Sa?
Ya Phir Bohat Hii Khaas Hai...?
Agar Kabhi Kitaab Likho
Chahato’n K Naam Likhna
Rafaqato’n K Naam Likhna
Tumhari Mujs Se Dosti Ki
Wo Pehli Pehli BAAT Likhna
Payam Likhna Wo Dosti K
Qabuliyat K Muqaam Likhna
Wo Hijr Ki Raato’n Ki BAAT Likhna
Wo Vasl Din Ki Mulaqat Likhna
Ikhtitam-e-Kitaab Aaye Tou Soch Lena
Yaad Kerna
Aur
Apna Mera Naam Likhna . . .
Koi Tum Se Pooche Kon Hoon Main
Tum Keh Dena “Koi Khaas Nahi “
Ek Dost Kacha Pakka Sa
Ek Jhoot Hai Aadha Sacha Sa
JazBAAT Ko Dhanpey Ek Parda
Bas Ek Bahana Acha Sa
Jeevan Ka Aisa Saathi Hai
Jo Duur Na Ho K Paas Nahi
Koi Tum Se Pooche Kon Hoon Main
Tum Keh Dena "Koi Khaas Na