Andhi SMS Messages63 messages

Santa:Ye GAndhi Bapu Har Note Me Haste Kyu Rehte Hai?
Banta:Simple Hai Yar
Royenge To Note Geela Ho Jayega Na
"Chashm-e-Koo Rast
Aenake Beenad Na
Sawab

Heich Geh Shab Ra Na
Beenad Aftaab..."

{IQBAL}

Translation:

"Wo Aankh Jo Burai
Dekhti Hy Andhi Hy
Kyun K
Suraj Ko Kabhi Bhi
(Kahin Bhi) Andhera
Nazar Nahi Aata..."
Zindgi ki rah ma rasty badal jaty hen,

waqt ki Andhi ma insan badal jaty hen,

sochty hen tumhe itna yad na karenlekin,

Ankh band karty he irady badal jaty hen
Ik Anjaaney say Morr par..
Kuch tootay phootay lafzoon say...
Ik pyaara sa bandhan hum nay..
Ik doojay say Bandha tha..
Uss bandhan ko kahein torr na dena..
Kyun k Meri saari saansein..
Iss Bandhan main bAndhi hui hain.. Ik Anjaaney say Morr par..
Kuch tootay phootay lafzoon say...
Ik pyaara sa bandhan hum nay..
Ik doojay say Bandha tha..
Uss bandhan ko kahein torr na dena..
Kyun k Meri saari saansein..
Iss Bandhan main bAndhi hui hain..
kya toota kya bikhar gaya ye mein janta hoon
Andhiyoon mein chiraag jalaney ki saza mein janta hoon

janey wo kon log the jin ko mila sila mohabtoon ka
zakham_e_mohabat ki tarap ka maza mein janta hoon

door se dekho iss ko pass jaogey toh pachtaogey
zindagi ke chehrey pe hai kya likha mein janta hoon

un ke koochey se uthey jo mera janaza toh kya baat hai
un ki bahoon mein marney ka maza mein janta hoon

kyun bewaja mujhe zindagi se milatey ho yaro
zindagi aur maut ke beech ka khala mein janta hoon

wo khafa se hein ye be janta hoon mein
un ki narazgi mein be hai ik ada mein janta hoon !!
Mai Bujhe Giya Hoon~!~

Ik Diya Hoon

Taiz Hawaon Kai Jhonkon Sai
Bus Bujhe Giya Hoon

Mai Jalraha Tha Barsoon Sai
Nibbat Raha Tha Arsoon Sai

Ab Bujhe Giya Hoon
Haan Ik Diya Hoon

Jalta Tha To Roshni Thi
Andhairoon Mai Ghir Giya Hoon

Mai Bujhe Giya Hoon
Ik Diya Hoon

Mujhe Sai Wabasta Saatoon Nai
Moon Mujhe Sai Moor Liya Hai

Mairay Andhairoon Ko
Mairay Sang Akaila Chor Diya Hai

Bus Abb AAndhion Ka Intizar Hai
Maira Abb Rahna Baikaar Hai

Mai Bujhe Giya Hoon

Haan Ik Diya Hoon
Agar Hum Kahain Aur Wo Muskura Dein
Hum Un K Liye Zndagi Luta Dein

Har Ek Mor Par Hum Ghamon Ko Saza Dein
Chalo Zindagi Ko Mohabbat Bana Dein

Agar Khud Ko Bhoole Tou Kuch Bhi Na Bhoolay
K Chahat Main Un Ki KHUDA Ko Bhula Dein

Kabhi Gham Ki AAndhi Jinhain Choo Na Paye
Wafao’n K Hum Wo Nasheman Bana Dein

Qayamat K Deewane Kehte Hain Hum Se
Chalo Un Chehre Se Parda Hata Dein

Saza Dein Sila Dein Bana Dein Mita Dein
Magar Wo Koi Faisla Suna Dein
Andhere me rosni ka wajood shayd kahi kho gaya hai,
khusi ka silsila bhi ab to ateet ho gaya hai.
Ik roshan shama banana chahte the khud ko hum,
taki door kar saken andhere ka gham.
Tej Andhi ne shama ka vajood
usi andhere me dubo diya hai.
Tere Naam ki thi jo Roshni usey khud tu ne bujha diya
Jissko jala saki thi na Dhoop usey chandni ne jala diya

Main ho gardishon ka maara howa mujhey ab apni khabar nahi
Wo jo shakhs tha mera rehnuma usey Rastoo main ganwaa diya

Jiss ko samjha tha to ne raqeeb,woh tera naseeb tha
Tere haath ki lakeer tha,usey to ne haath se hi mita diya

Mujhey ishq hai ke junoon, yeh faisla kabhi na ho saka
Mera naam zeenat-e-dasht tha,isey aAndhiyon ne mita diya

Yeh udasiyoon ka jamal hai ke tumhara ivj-e-kamal hai
Ke kabhi zaat se bi chupa liya to kabhi shehar bhar ko suna diya

Mere omar ka gulistan abhi khula howa hai zaroor par
Wo jo phool thay tere chah ke unko mosamoo ne gira diya
tumhin kis nay kaha tha
dopahar kay garam souraj ki taraf deekho
aur itni dier dekho !!
kay beenaye pighal jaye!!!

tumhin kis nay kaha tha???
aasmaan say toot ti Andhii uljhti bijlyon say dosti kar lo


aur itni dosti kar lo
kay ghar ka ghar hi jal jaye

tumhin kis nay kaha thaa??
kay aik anjanay safar main
ajnabi rah rooo kay hamraah door tak niklo
aur itni door tak



kay woh rasta badal jaye
cheharaa meraa thaa nigaahen us kii
Khaamushii mein bhii vo baaten us kii

mere chehare pe Gazal likhatii gaien
sher kahatii huii aankhen us kii

shoKh lamhon kaa pataa dene lagiin
tez hotii huii saansain us kii

aise mausam bhii guzaare ham ne
subahen jab apanii thii shaamen us kii

dhyaan mein us ke ye aalam thaa kabhii
aankh mahataab kii yaaden us kii

faisalaa mauj-e-havaa ne likkhaa
aAndhiyaan merii bahaaren us kii

niind is soch se tuutii aksar
kis tarah kaTatii hain raaten us kii

dOor rah kar bhii sadaa rahatii hai
mujh ko thaame hue baahen us kii,
Bichra hai Jo aik baar Tu milte nahi daikha
iss zakhm ko hum nai kabi Silte nahi daikha

ik baar jise chaat gaye dhoop ki khwahish
Phir Shaakh pe iss phool ko khilte nahi daikha

aik paid Gira hai Tu Jarain tak nikal aayein
Jiss paid ko aAndhi main b hilte nahi daikha

Kantoon main giray phool ko Choomay Ge Laiken
Titli k paron ko kabi Chiltay nahi daikha

Kiss Tarah mere Rooh harri kar gaya aakhir “N“
woh Zehar jisse jism main khulte nahi daikha..