Alon SMS Messages366 messages

RaaStOn Kii Marzii hAi
Be-Zameen lOgon Ko
Be-Qarar AankhOn Ko
Bad-NaSeeb QadmOn Ko
Jis Traf Bhi Ley jAien
RaaStOn Kii Marzii hAi

Be-NiShaan JaZeerOn Pey
Bad-gUmaan ShaarOn Mein
Be-Zubaan mUSafir Ko
Jis Traf Bhi Bhatka dien
RaaStOn Kii Marzii hAi

ROk Lien Ya Barhney Dien
Thaam Lien Ya Girney Dien
Vasl Kii LaKeerOn Ko
tOr Dien Ya Milney Dien
RaaStOn Kii Marzi hAi

AjnAbii Ko Ley Kar
hUmSaffar Bana Daalien
Saath Chalney WAlon Kii
Raakh Bhii Ura Daalien
Ya mUSaafatin Saarii
Khaak Mein Milla Daalien
RaaStOn Kii Marzii hAi ...!!!
Bahut khushnooma kal ki Raat guzri hai,

Kuch tanha par kuch khaas guzri hai.

Na neend aayi na Khwaab koi,

Bas aap hi ke khayAlon ke saath guzri hai.
Bohat Mudat K Baad Kal Jab
Kitaab-E-Maazi Ko Main Ne Khoola
Bohat Say Chahrey Nazar Main Utrey
Bohat Say Naamoon Pai Dil Paseeja
Aik Aisa Safha Bhi Us Main Aaya
Likha Howa Tha Jo Aansooun Say
Jis Ka Unwan “Hamsafar” Tha
Wo Safha Sab Say Hi Moutabar Tha
Aik Aur Aansoo Phir Us Pai Tapka
Phir Us Se Aagey Main Parh Na Paya
Kitab-E-Mazi Ko Band Kar Ke
Usi Ki Yadon Mein Kho Gaya Main
Inhe KhyaAlon Mein So Gaya Main
Agar Wo Milti To Kaisa Hota
Agar Wo Milti To Achha Hota
Sondhee Mittee Kee Khushboo Mien Liptee Huyee Kucch Yaadien
Phoolon Kee Pankhuriyon Mien Sahejay Huye Kucch Lamhaat
Uss Aksmaat Mulaaqaat Kee Goonjtee Huyee Dharkhan
Ek Ghazal Mien Gholee Huee, Kisikay Lafzon Kee Misree
Zehen Mien, Be-Khauf Failtaa Hua Ek Tassavvur Ka Jaadoo
Waqt Kee Aankhon Say Giree Huyee Ek Ashq Kee Boond
Shabnam Say Churayee Huyee, Thorhee See Numee
Ek Ajnabee Say Milee, Be-Takalluf Hansee
Unkee Jhalak Ka Muskurata Hua Khumaar
Ek Chashm Mien Tairtee Huyee Jheel Kee Gehraayee
Zehan Kay Aangan Mien Kheltay Huey KhayaAlon Kay Kehkahay
Ek Manzil Pay Baithay Huey Intezaar Kee Kashish
Barishon k mosam main.waqt k andhairon main,mene us say pocha tha.Chor to na jao gay?Hath thaam kar usne ye bola tha??kaise chor sakta hon?Tum to jan ho apni?aur aaj aisa hai k waqt ki tamazat main..Vehshaton k mosam main..main nay uss say pocha .. chor k hi jana tha muskrati galion main to aas kyun jagai thi..?mere in sawAlon par na wo chonka,na thehra..chaltay chaltay itna hi kaha bus..Mosam k khail hain.sab waqt ka tagayur hai.
100 khaloos baaton mein sab karam khaylon mein.

bus zara wafa kam hAi teray shehAr wAlon mein.
Baarishon ke mausam main Waqt ke andheron main
Maine us se poocha tha Chorr to na jaoge

Haath tham ker us ne Kaan main yeh bola tha
Kaise chorr sakta hoon Tum to Jaan ho meri

Aur aaj aisa hai Waqt ki tamazat main
Wehshaton ke Mausam main Maine us se poocha hai

Chorr kar hi jaana tha Muskurati galiyon main
Aas kyun dilayi thi Pyaas kyun jagayi thi

Mere in sawAlon per Na woh chonka na woh thehra
Chalte chalte itna kaha Mausamon ke khel hain sab
Mere Zarf Ka Ye Qaso0r Tha Main Dard-e-Dil Na Chupa Saka,
Mare Zarf Ne Bhi DaGha Dia Main To Zarf Bhi Na Bacha Saka,
Mara Nafs Ik Alaao Tha Meri Ro0h Tak Ko NiGal Gaya,
Main Khawhishon K Is Alaao Ko Na Jala Saka Na Bujha Saka,
Jo Di Dostoon Ne Aziyatain, Thi Wo Dushmano Ki Anayten,
Main Tamam Umar Darta Raha Koi Dost Phir Na Bana SakaH
Mujhe Muflasi Ne Thaka Dia,
Mere WalwAlon Ko Sula Dia,
Mujhe LouG Ye Keh Kar Juda Ho0wy Ye To Kuch Bhi Na Bana Saka ..
Humsafar ne ki bewafai humse
To ashiyan bhi amnoon ho gayi
Ab apne khayAlon ke safar me dil tute
To hume gumnaami ke raste mil gayi
Aj un aafsanon ki arzoo me dharkane gum ho gayi
To yeh badnaseeb asra un sarkonme kahin kho si gayi
Aj un badnaam gali me kahin kho gaye humari alfaaz
Yeh badnaami ke ajeeb ittefaq hain unki humse aitraaz
Yeh badnaseeb zarhanawazi kare us chehre ki armaan
Sau chehreke ek chehrese juri hay humari dastaan
Us chirag ki kasam aj ruswayi liye mohabbat ke saaz
Wah kismat! itmaam humsafar ke bewafai huye raaz
Ja aj batade us bewafase ki humne jala diye woh paygaam
Kasam us bewafai ki, manzoor hay hume jhute ilzaam.
Us Ne Mujh Se,

Poocha Ek Roz,

Tumain Chahne WAlon Se,

Dar Kyun Lagta Hai,

Kyun Baghte Ho,

Kyun Khamosh Rehte Ho,

Kyun Tanha Rehte Ho,

Mujay Koyi Jawab Na Mila Kehne Ko,

Bus..!!!

Ek Ansoon Gira Aur Rul Gaya Khak Mein...
Tum Jo Sath Ho Meray
Tum Jo Pass Ho Meray

Zindagi K Rango Mein
Ik Ajab C Shokhi Hai

Dil Mein Ik Sakoon Sa Hai
Aur Aankh Mein Nami C Hai

Soch K Khizaon Mein
Raaj Hai Tarano Ka

Meri Har Subh-E-Naw
Moziyan Hai UjAlon Say

Roshan Hai Tareeki Bhi
Chandni K HaAlon Say

Tum Jo Sath Ho Meray
Tum Jo Pass Ho Meray

Meray Jazbon Ki Yeh Gehraiyan
Sab Teray Hi Dam Say Hain

Jharno K Tarano Mein
Panchi Ki Urrano Mein

Jo Bhi Sehar Pan Hai
Teray Ehsas Ka Jadoo Hai

Tum Ko Tau Maloom Hi Hoga
Aisa Kis Waja Say Hai

Meri Subha Kyun Roshan Hai
Meri Raat Kyun Mozaiyan Hai

Tum Jo Sath Ho Meray
Tum Jo Pass Ho Meray
aapke khyAlon se fursat nahi milti
humein ek pal b rahat nahi milti
mil to jata hai sab kuch humein
nahi milti to bas apki ek jalak naji milti