Alim SMS Messages92 messages

Jab sina ghum se bojhel hu, aur yaad kisi ki atti ho
Tab kamry main band ho jana aur chupky chupky roo lyna
Jab ankhain baghi ho jain ,aur yaad main meri bher aain
Phir khud ko duhka mat dyna aur chupky chupky roo lyna
Jab palkain karb se mundi hon, aur sab samjain tum soty ho
Tab moh per takiya rahk lyna aur chupky chupky roo lyna
Ya duniya zAlim duniya hai, ya baat bohat pihlaiy gi
Tum samny sab k chup rahna aur chupky chupky roo lyna
Jab barish chahra dooh daly, aur ashak bhi bundain lagty hon
Woh lamha hargiz mat kohna aur chupky chupky roo lyna.
Numayaan ho key dikhla dey kabi unko jumal apna
boht mudat sey charchey hein terey bareek beenoon mein

Tu to AAlim hai samajhta hai kitaboon ki zubaan
mera chehra bhi parh merey halaat bhi bata
Khud Main Bardasht Kee Addath Daal Rahey Hain Hum
Apni Muhabat Ko Logon Se Chupa Rahey Hain Hum
Woh Na Milli Tho Kya Hua Arrey "uB"
ZAlimon Yoonhi Jooti Bathon Se Khud Ko Behla Rahey Hain Hum
na kar inkaar a zAlim mere pass ane se ..
khuda bhi roth jata hay kisi ka dil dukhane se
Mujhko Udaas dekh kar, Zamane ne yeh Saawal kia

Woh kon Hai zAlim, Jisne tera yeh haal kia

Maine kaha woh mohabbat hai, jo meri unke sath hai

woh nikli bewafa bus itni si baat hai...
jab seena gham se bojhal ho or yaad kisi ki aati ho

tab kamre main band ho jana or chupke chupke ro lena

jab ankhein baghi ho jayen or yaad main teri bhar ayen

phir khud ko dhoka mat dena or chupke chupke ro lena

jab palken karb se moondi hon or sab samjhen tum soy ho

tab moon pe takiya rakh lena or chupke chupke ro lena

ye duniya zAlim duniya hai ye bat bohat phelaye gi

tum samne sab k chup rehna or chupke chupke ro lena

jab barish chehra dho dale or ashk bhi bonde lag ti hoon

wo lamha hargis mat khona or chupke chupke ro lena
Samay K Saath Gar Hum Bhi
Badal Jate Tou Acha Tha

Bohat Armaan Thay Dil Main
Nikal Jate Tou Acha Tha

Na Sheeshay K Hi Reh Paye
Na Pathar K Hi Ho Paye

Kisi ache Se Saanche Main
Jo Dhal Jate Tou Acha Tha

Giray Tou Yun Giray Pee Ker
Giraya Sab Ne Nazro’n Se

Zara Larkhara Kar Hi
Sambhal Jate Tou Acha Tha

Wo Hum Se Aise Roothey Hain
K Hum Andar Se Tootey Hain

Kisi Bache K Manind Hi
Machal Jate Tou Acha Tha

Safar Main Ho Koi Saathi
Tou Aasani Si Rehti Hai

Akaile Pan K ZAlim Pal
Jo Tal Jate Tou Acha Tha
Dost ban kar bhi nahin saath nibhaaney wala
Wohi andaz hai zaAlim ka zamaaney wala

Ab usey log samajhtey hain giraftar mera
Sakht naadim hai mujhey daam main laaney wala

Kya Khabar thi jo meri jaan main ghula hai itna
Hai wohi mujh ko sardar bhi laaney wala


Tere hotey huey aa jati thi saari dynya
Aaj tanha hu to koi nahin aaney wala

Kya kahen kitney marasim they hamarey us se
Wo jo ik shakhs hai munh phaer kar jaaney wala
anchi banker daal se urd gaya mera Bachpana

Zamana kitna badal gaya mai aaj bhi wahin pe hoon
Yaad banker aankh se behgaya mera Bachpana

Tha to mere sath hi na jaane kounsi ghadi
Zindagi ki bheerd mein Bichard gaya mera Bachpana

Na hotu us zAlim se hamein mohabbat kabhi
Kash jo hota sath mere mera Bachpana

Dil na dhadka hota mera kabhi us ke liye
Ager jawani ka taaj pehna ker na jaata mera Bachpana

Kahan gayin wo rangeeniyan jo sath thi mere us umr mein
Wo lamhe youm hi sath hote jo sath hota mera Bachpana

Koi loutade mujhe mera bachpan kahaan gum hogaya woh
Kyoun is bheerd mein tanha mujhe chord gaya mera Bachapana
zaAlim tha wo or zulm ki adat b boht thi,
majboor te hum bus se mohabat b boht thi,

Waqif hi na tha rasm-e-mohabat se wo warna,
Dil k liye thori c inayat b bohat thi.
Apki yad ne mujhe fir rula diya,

bahut khush ho ap zAlim jisne hame ye sila diya.

Do shabd bhi likhna na ata tha hume,

or aaj apki mohabbat ne mujhe shayar bana diya.
Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila
Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila

Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha Bohat
Sitam Zareef Muje Aaina Dikha Ke Mila

Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindagi Ka Shaoor
Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga K Mila

Main Us Se Mangta Kia Khoon Baha Jawani Ka
K Wo Bhi Aaj Muje Apna Ghar Luta k mila

Main jisko Dhoond Raha Tha Nazar Ke Raste Main
Mujhe Mila Bhi Tou ZAlim Nazar Jhuka K Mila

Main Zakham-e-Zakham Badan Le K Chal Dia
Wo Jab Bhi Apni qabar Per Kanwal Saja K mila,