Akar SMS Messages156 messages

Aalam-E-Mohabbat Main
Ik Kamal-E-Wehshat Main
Besabab Rafaqat Main
Dukh Uthana Partaa Hai
Titlian PAkarne Ko
Door Jana Parta Hai
Tere siwa kisi oTere siwa kisi or mein r mein khona nahi chahti,
Tera ho kr kisi or ka hona nahi chahti,
Haq hai tujh ko mere jazbat ko thukra ne ka,
Magar tere is bewafai per rona nahi chahti,
Mumkin hai kal suraj nikle mere mout k baad,
Is liye aaj ki raat sona nahi chahti,
Mere kabar pr aAkar roye na koi,
Baigane aanso se kafan bhigona nahin chahti....
Is Anjnabi Duniya Mein,Akela Ek Khawaab Hu
Sawaalo Se Khafa,Chhota As Jawaab Hu
Jo Na Samjh Sake,Unke Liye “KOUN”
Jo Samajh Chuke,Unke Liye Kitaab Hu
Duniya Ki Nazar Mein,Jaane Kyu Chubha As
Sabse Nashili Aur Badnaam Sharaab Hu
Sar UthAkar Dekho,Wo Dekh Raha Hai Tumko
Jisko Na Dekha Usne,Wo Chamakta Aaftab Hu
Dil Se Poochoge,To Dard Ka Sailaab Hu
Samjha do apni yadon ko
wo bin bulaye pas aaya karti hain

aap to door reh kar satate ho magar
wo pas aAkar aksar rulaya karti hain
Ye dekha hai humne aajma kar,
dhokha dete hai log aksar karib aAkar,
kahti hai duniya par dil nahi manta,
ki chhor jaoge tum bhi ek din apna banAkar
Tumhara naam leta hon
To saanson main mohabbat ki
Kai perten ulat''ti hain
Tumhen aankhon main bharta hon
To aankhon se shua''en noor ki
Bahir nikalne ko tarsti hain
Tumhen sochon ki mutthi main jAkarta hon
To saare jism main thandi hawaen chalne lagti hain
Abhi wazeh nahi mujh per......
Ky main chahat ki kitni manzilen teh ker k
Is manzil pe pohancha hon
Abhi wazeh nahi mujh per........
Ky meri soch aisi hai
Ya teri zaat main koi shabistaan sa ujala hai
Mager ik baat wazeh hai.......
Ky teri zaat ki mojodgi
Mere liye jeene ka iklota sahara hai
Meri sochon ka mehver hai
Mere jeene ka hasil hai
Agar tujh ko meri sochon se minhaa ker diya jaaye
To!!!!!
Baqi kuch nahi bachta
Yehi ik baat wazeh hai.
mere dukh kii koii davaa naa karo
mujhko mujhse abhi juda na karo


ye sikhaayaa hai dostii ne hamein
dost banAkar kabhi wafaa na karo


ishqq haii ishqq, ye mazaak nahiin
chand lamhon mein faisala na karo


aashiqii ho yaa baandagii ''faakir''
bey-dilli sse to ebatidaa na karo
Rakhta Hai Mujhay Thaam K Girna Nahi Daita
Main Toot Bhi Jaon To Bikharnay Nahi Daita

Is Dar Se Kahin Kaanta Na Chub Jaye Haath Main
Wo Phool Bhi Mujh Ko PAkarnay Nahi Daita

Wo Is Qadar Hasas Hai Muhabbat Main Meri
Koi Ghum Meray Seenay Main Wo Palnay Nahi Daita

Jis Raat Ki Tarreqi Se Ata Hai Mujhay Khauf
Us Din Ko Phir Raat Main Dhulnay Nahi Daita
Yaadeein Teri Rakh Di Hai Sambhal Kar
Dur Kahi Is Dil Se Nikal Kar

Sab Kuch To Vapas Le Liya Hai Aapne Dur Jaa Kar
In Yaadon Ko Bhi Le Jana Kisi Roz AAkar
duniyaa se dil lagaAkar duniyaa se kyaa milegaa
yaad-e-Khudaa kiye jaa tujh ko Khudaa milegaa


daulat ho yaa hukuumat taaqat ho yaa javaanii
har chiiz mitane vaalii har chiiz aanii-jaanii

yeh sab Guruur ik din mittii mein jaa milegaa
aataa nahii.n palaTAkar guzaraa huaa zamaanaa

kiyaa Khwaab kaa bharosaa kiyaa maut kaa thikaanaa
ye zindagii ganvaa kar kiyaa faayedaa milegaa
BhulAkar to dekho ek baar hume,

Zindagi ki har adaa tumse rooth jayegi.

jab bhi sochoge apno ke baare mein,

tumhe hamari yaad zaroor ayegi.
Peheli nazar main hi koi hamare dil main aake baitha hai,
Usse harpal dhund rahe hai, aur woh to pardes jaake baithi hai,
Socha, aaj chand ko dekhAkar unhe yaad kar le,
Par woh bhi kambakht kahi badalo main chhup ke baitha hai.......