Agar SMS Messages1430 messages

kaash wo pal sang bitaaye na hote,
jinko yaaad kar aaj ye aansu aaye na hote,
khuda ko Agar is tarah door le jaana hi tha,
to itni gahraayi se dil milaaye na hote…..
Kuch Batain Hum Se Suna Karo,

Kuch Batain Hum Se Kiya Kao,

Mujhe Dil Ki Baat Bata Dalo,

Tum Hont Na Apne Siya Karo,

Jo Baat Labon Tak Na Aa Sake,

Wo Aankhon Se Keh Diya Karo,

Kuch Batain Kehna Mushkil Hain,

Tum Chehre Se Parh Liya Karo,

Jab Tanha Tanha Hote Ho,

Aawaz Mujhe Tum Diya Karo,

Har Dharkan Mere Naam Karo,

Har Saans Main Mujh Ko Piya Karo,

Be Rang Agar Yeh Jeevan Hai,

Mere Haal Se Rang Liya Karo,

Jo Khushiyan Teri Chahat Hain,

Mere Daman Se Rang Liya Karo...!!
Meri TAkmeeL mAin HissA hAy TumhArA Bhi bohAt . . .


MAin Agar TuMsE nA miLtA tO AdhUrA HotA . . .
Qadmon mai bhi takaan thi, gher bhi qareeb thaa
per kiya karain keh ab kay safar he ajib thaa

niklay Agar to chaand dereechay mai ruk bhi jaaey
iss shehar bay-charaagh mai kis ka naseeb thaa

Aandhi nay un ruton ko bhi bay-taaj ker diya
jin ka kabhi huma saa parinda naqeeb thaa

kuchh apnay aap say he usay kash-makash naa thi
mujh mai bhi koi shakhs ussi ka raqeeb thaa

poochha kisi nay mol to hairaan reh gaya
apni nigaah mai koi kitna ghareeb thaa

maqtal say aanay wali hawa ko bhi kab mila
aisa koi dereecha keh jo bay-saleeb thaa...
Kabhi saaya hai kabhi dhoop muqaddar mera
hota rehta hai yoon hi qarz baraabar mera

toot jaate hain kabhi mere kinaare mujh mein
doob jaata hai kabhi mujh mein samandar mera

kisi sehra mein bichhad jaayenge sab yaar mere
kisi jangal mein bhatak jaayega lashkar mera

bewafa tha to mujhe poochhne waale bhi na the
bewafa hoon to hua naam bhi ghar-ghar mera

kitne hanste hue mausam abhi aate lekin
ek hi dhoop ne kumhla diya manzar mera

aakhiri jur''a-e-pur kaif ho shaayad baaqi
ab jo chhalka to chhalak jaayega saAgar mera
Mujhse Bhi Kehta Tha Wo....

Kay ISHQ Nahi Hota Kisi Say !!!

MOHABBAT Nahi Hoti Kisi Say !!!

MAgar Maine Bhi Kaha Kay

Mujhe ISHQ Hai,

Sirf Aur Sirf TUJHI Say...
Chehra hai sar-e-shaam kahin saaz kisi ney,
Ya, door se di hai mujhey awaaz kisi ne,

Totay huye taaron ko abhi jor raha tha,
Hathon se mere cheen liya saaz kisi ne,

Eik aahh to karli hai mAgar, soch raha hon,
Pehchan na li ho meri awaz kisi ne,

Hum kar na sakay jurrat-e-izhaar-e-Tamanna,
Is tarha kiya, baat ka agaaz kisi ne,

Geron pe inayat hai apno se shikayat,
Samjhay na kabhi aap k andaaz kisi ne,

Touba ki jabeein par hai nadamat ka pasina,
Randaana uthai nigha-e-naaz kisi ne,

Mujh pey aanso bhi amanat hain kisi ki,
Paya na gum-e-dost ka ye raaz kisi ne.!.!.!
Raaz-e-dil na sunana kisi ko Saqib,
Duniya mein sab hamraz badal jatay hain,

Kisi kay bicharne se koi mar nahi jata,
Haan mAgar jeenay k andaz badal jatay hain!
Manzil-e-gham ki fazaon say lipat kar roo loon
Teray daman ki hawaon say lipat kar roo loon
Jam-e-maaey peenay say pehlay mera jee chahta hai
Bikhari zulfon ki ghataon say lipat kar roo loon
Zard ghunchon ki nigahon mein nigahein daloon
Surkh phoolon ki qabaon say lipat kar roo loon
Aanay walay teray rastay mein bichaon aankhein
Janay walay teray paaon say lipat kar roo loon
Apnay majboor taqadus k sahary sAgar
Deer-o-kabah k khudaon say lipat kar roo loon
Musam jitne rothey ty sub lot aye
usay kaho ik umer hoi hai ab lot aye
main ne to us ko itni mohlat di ti sAgar
k jub woh tanha reh jaye tb lot aye
Chalo Yeh Farz Karte Hain,
K Tum Mashriq,Main Maghrib Hoon!
Chalo Yeh Maan Lete Hain,
Bara Lamba Safar Hai Yeh,

MAgar Yeh B Haqiqat Hai,
Tumhari Zaat Ka Suraj,

Bohat Sa Raasta Chal Kar,
Meri Hasti Mein Doobay Ga.
Faqat Is Dur Se Hum Ne Soona Chor Diya

FARAZZ

Agar Wo Khuwab Main Bhi Na Ayee To Hum Mar Jayenge