Agar SMS Messages1430 messages

Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Hain
Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjad Bhi Aate Hain
Aasuwon Ke SaAgar Mein Moti Bhi Milthe Hain
Jo Unhe Doond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete Hain.
Satao Ge Humko,

Rulao Ge Humko,
MAgar Kis Tarah Bhula Paoge Humko.

Allah Jane Kya Haal Hoga Tumara,

Jab Kafan Mei Lipta Hua Paoge Humko
In Bhete Aansuon Se Aqidat Hai Mujhe B
Teri Tarah Hi Khud Se Shikayat Hai Mujhe B
Tu Agar Nazuk Hai Agar To Mein B Nahi Pathar
Tanhai Mein B Rone KI Aadat Hai Mujhe B
Tark-E-Taluq Ki Pahel Mein ne Ki
Chahta To Wo Tha MAgar Us Mein Hosla Na Tha
Chorne Ka Faisla To Roz Kerta Tha WO MAgar
Meri Wafa K Aage Uska bas Chalta Na Tha
Tum Jao Humse Door To AIk Kaam Ker Jana
Kuch Pal Apne Hamare Naam Ker Jana
Agar Aa jaye Mout Hamain Tere Aane Se Pehle
To aa Ker Mere Janaze Ko Ehtiram Ker Jana
Na Rona Iss Qadar K Takleef Ho hamain
Mout Ko B Mazak Samjh Ker Aanjan Ben Jana
MeiN AIk Din So Jaonga Sada k Liye
Phir Mujhe Bewafa Keh K Badnaam Ker Jana
Jo Guzro Meri Qabar Se To Nazrain Na Pehrna
Mehmaan Hee Ben K Dua Salam Ker Jana
Suna Hoga Bohat Tumne
Kahin Aankho Ki Rim Jhim Ka
Kahin Palkon KI Shabnam ka
Perha Hoga Bohat Tumne
Kahin Lehje Ki Barish Ka
Kahin SAgar k Ansoo Ka
MAgar Tumne Kabhi Humdam
Kahin Dekhy?
Kahin Perhy?
Kisi Tehreer K Aansoo?
Mujhe Teri Judai Ne
Ye Meraj Bekhsi Hai
K Mein Jo
lai Badal barsa K Chale Jana
Furqat Ki Aziyat Mein
Kuch Saber B lazim Hai
Ye Baat mere Dil ko
Samjha K Chale Jana
Koi Mujhko Aesi Daleel De
K mein Toot ker Tere Naqsh
Aankh Ki putlion Se Milta Sakon
K MeiN Dil Se Umer Bher Ki
Rafaqaton Ko Bhula Sakon
Koi Mujhko Aesi Daleel De
K Mein Umer Bher Teri Yaad Ka
Koi jasan Hee Na Mana Sakon
Agar Koi Aesi Sabeel ho To Azma
Jo Nahi To Phir
Mujhe Yaad Ker MUjhe Yaad Aa
Elaaj Iska Bhala Kia Tujeh Bataon Mein
Bicher K Agar Tujhko Yaad Aaon mein
Tujhe manaon Her Bar Rooth Jane Per
Tu Zindagi hai Tujhe Kese Bhool Jaonga Mein
Mein Kyun Na Terk-E-Taluq Ki Ibtida Kerta
MeiN Agar Ye Na Kerta To Aur Kia Kerta
WO MEre Zabt Ka Andaza Kerne Aaya Tha
Mein Hans K Zakaham Na Khata To AUr KIa Kerta
Bara Andhera Tha Un Ki Rahoon MEin Ay Dil
Mein Apna Ghar Na Jalata To Aur Kia Kerta
''Faraz'' ab koi sauda koi junoon bhi nahin
mAgar qaraar se din kat rahe hon yuun bhii nahin


lab-o-dahan bhi mila guftaguu ka fan bhi mila
mAgar jo dil pe guzarati hai,, keh sakoon bhi nahin


merii zubaan ki luknat se bad_gumaan na ho
jo tu kahe to tujhe umar bhar miloon bhi nahin


''Faraz'' jaise koi diya turbat-e-havaa chaahe hai
tuu paas aaye to mumkin hai main rahoon bhi nahin !!!
Bohat masroof ho shayad...!

Hamrai yaad bhi tum ko nahin aksar satati ab,

Bicharnay tak se milnay ka,

Koi wada nahin kartay,

Koi khat bhi nahin likhtay,

Gila karna to chahtay hain,

Tumhari berukhi ka hum,

MAgar us k liay kuch waqat bhi darkar hota ha,

Jo tum ko mil nahin sakta,

Kiyon k,

Bohat masroof ho shayad...!
bicher ker juda tou nahi ho gaye hum
kahin be-wafa tou nahi ho gaye hum

jo milna bhi chahain tou ab mil na payein
youn be-aitnaa tou nahi ho gaye hum

mAgar phir bhi khilqat hamain poojti hai
Agarcha khuda tou nahi ho gaye hum

kharay hain azal se sag-e-reh ki surat
kahin rehnuma tou nahi ho gaye hum

teri yaad aati hai fursat mein aksar
tere mubtila tou nahi ho gaye hum