Agar SMS Messages1430 messages

ABI WO DARD BAKI HAI..
AgarCHAY WAQT MARHAM HAI..
MAgar KUCH WAQT LAGTA HAI.
KISI KO BHOOL JANAY MAIN.
DOBARA DIL BASANAY MAIN..
ABI KUCH WAQT LAGNA HAI..
ABI WO DARD BAKI HAI..
MAIN KAISAY NAEE ULFAT MAIN..
APNI ZAAT KO GUM KAR DON..
K MERAY JISM-O-WAJDAAN MAIN...
ABI WO FARD BAKI HAI...
ABI US SHAKS KI MUJ PAY NIGHAH-E-SARD BAKI HAI...
ABI WO ISHQ K RASTOON KI MUJ PAY GARD BAKI HAI..
ABI WO DARD BAKI HAI
Meray dil meray musafir.
Hova pher say hukam sadir.
K watan badar hon hum tum.
Dain gali gali sadaain.
Karain rukh nAgar nAgar ka.
K soraagh koi pain.
Kisi yar-e-nama bar ka.
Har ik ajnabi say pochain.
Jo pata tha apnay gher ka.
Sar-e-koay-e-tashanayan.
Humain din say raat karna.
Kabi is say baat karna.
Kabi us say baat karna.
Tumhain kia kahoon k kia hai.
Shab-e-ghum bori bala hai.
Humain yah b tha ganeemat.
Jo koi shumar hota.
Humain kia bora tha marna.
Agar aik baar hota.
Tumharay dam se thay sab rang o noor sab kaif o suroor
Tumharay baad tu sooraj ne aag bersaii
Kia khabar kon si zanjeer teray pairon main thi
Jo nibhaye nag aye piyar k waday tujh se
Wo jis ne khuaab bichaye thay teray rastay main
Wo shaksh ab bhi teri rah guzar main betha hai
Ja mujh ko Agar chodd k jana hai zaroori
Haathoon main teray haath hain zanjeer nhin hai
zindagi k kisi mor per khu ko tanha na samjhna,me tere sath hun apne se juda na samjhna,me tujhse jan se badh kar pyar karta hun,meri is muhabat ko bura na samjhna,tum phulon ki tarah khubsurat ho masoom ho,dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna,umar bher tera sath dene ka wada kia he,zindagi ne Agar sath na dia to bewafa na samjha,ab b tune mere pyar ko thukraya sanam,ise mera muaddar jan na,apni khata na samajhna..
saanwli si mAgar khoobsurat hai wo,

meri zindagi or mohabbat hai wo,

jise barso tarasha khawabo may maine,

khawabo se behtar haqiqat hai wo,

dekhon tou bas dekhte reh jaon,

chho lon tou ek kyamat hai wo,

ye gazal nahi meri dastan hai doston,

meri kamzori hai wo meri taqat hai wo.......
hUm AaKsAr YeH sAmAjHtAy HaIn
jIsAy hUm PiYaAr KaRtAy HaIn
UsAy HuM bHoOl BaItHaY hAiN
mAgar aIsA nAhIn HoTa
MoHaBbAt DaImI sUcH hAi
mOhAbBaT tHaIr JaAtI hAi!!!
HaMaRi BaAt KaY aNdAr
mOhAbBaT bAiTh JaAtI hAi
hAmArI zAaT kAy AnDaR mAgar
YeH kAm NAHiN hOtI
kIsI bHi DuKh Ki SoOrAt MeIn
kAbHi KoI ZaRoOrAt MeIn
KaBhi aNjAaN sE gHaM mEiN
kAbHi LeHjAy Ki ThAnDaK mEiN
uDaAsI kI zArOoRaT mEiN
kAbHi BaArIsH kI sOoRaT mEiN
hAmArI aAnKh KaY aNdAr
kAbHi AaB-E-RaWaN bAn KaR
kAbHi QaTrAy Ki SoOrAt MeIn
bAzAhIr AiSa LaGtA hAi UsAy
HuM bHoOl BaItHaY hAiN mAgar
AiSa NaHiN hOtA mAgar AiSa NaHiN HoTa....
YeH hArGiZ kAm NaHiN hOtI...
MOHABBAT THAIR JAATI HAI.......!!!
Zameen par hai mAgar aasman jaisi hai
Woh narm narm see larki chattan jaisi hai
Meray haroof bhi jhootay hain meray jazbay bhi
Meri kahani bhi saray jahan jaisi hai
Yeh shaam mil k bicharnay ka ista-ara hai
Yeh raat hijar k kalay nishaan jaisi hai
Hawaein roz bhujaati hain khuwahishon k diye
Yeh zindagi bhi andheray makan jaisi hai
Mein apnay sath hoon ya koi dosra hai ZIA
Yaqeen ki yeh ghari bhi gumaan jaisi hai
Bhul ...se Agar/////,, Bhul... Hojayegi..
Bhul.... Samjhkar ,,Bhul...Jana..MAgar ,,,,Bhul,,,na
sirf ,,Bhul...ko,,,Bhul...se hame Mat ,,,,Bhul....jana....//./../.,/.,
Main teraa na hua haqeeqat me
ek fasaana mAgar chaahunga
jhooth hi kehde ke tu meri hai
taa-umr meri jee jaaunga.
tuje udas dekhne se pehle ye aankhe na rahe
kaffa ho tu mujse to ye saase na rahe
Agar gum he du tuje to teri jindagi main
hum kya humari yaade tak na rahe
Meri Ankhon pe marta hai
meri baaton par hansta hai
najane shaks hai kaisa?
mujhe khone se darta hai
woh jab bhi baat karta hai
yahi har baar kehta hai
Agar main bhool jaoon to?
Agar main rooth jaoon to?
Kabhi wapis na aaoon to?
bhula paoge yeh sab kuch..
yunhi hanste rahoge kia?
Yunhi sajte rahoge kia?
Yahi baatain hain bas uski
yahi yaadian hain bas uski
mujhe maloom hai itna
Mujhe woh pyar karta hai
MUJHE KHONE SE DARTA HAI...
Main Umr K Rastey Mein Chup Chaap Bikhar Jaataa
Ek Din Bhi Agar Apni Tanhaaii Se Dar Jaataa

Main Tark E Ta“alluq Par Zinda Huun So Mujrim Huun
Kaash Uss K Leye Jiitaa, Apney Leye Mar Jaataa

Uss Raat Koii Khushbu Qurbat Mein Naheen Jaagi
Main Varnaa Sanvar Jaataa,Aur Voh Bhi Nikhar Jaataa

Uss Jaan-E-Takallum Ko Tum Mujh Se Tou Milvatey
Taskheer Na Kar Paataa, Hairaan Tou Kar Jaataa

Kal Saamney Manzil Thii, Peechhey Meri Aavaazain
Chaltaa Tou Bichhar Jaataa,Ruktaa Tou Safar Jaataa

MaiN Shehr Ki Rounaq Mein, Gum Ho K Bohot Khush Thaa
Ik Shaam Bachaa Laitaa, Ik Roz Tou Ghhar Jaataa

Mehroom Fazaaoun Mein,Mayuus Nazaron Mein
Tum AZM Naheen Tehrey, Main Kaise Tehar Jaataa