Agar SMS Messages1430 messages

kisi ki yaad dil main hai koi ehsas baqi hai
badalte mausam ke darmiyan ek raz baqi hai

abhi main safar mein hoon mile gi manzil mujhe
mAgar in raston kay darmian ek sath baqi hai

kahin pe sham dhalti ha kahin raat hoti
abhi to chandni hai chand ki raat baqi hai

chale aao kisi din tum hamara haal bhi dekho
hamara jism murda hai mAgar aik saans baqi hai

umeed hai phir bhi mile ga wo hamain aik din
khuda par hai bharoosa,khuda ki baat baqi hai
Woh kehte hain k aAgar nasib hoga mere,
toh hum unhe zaroor payenge,
hum puchte hain unse, Agar hum badnaseeb
hue toh unke bina kaise jee payenge..
Pyar Dhoka hai tPyar Dhoka hai toh oh Dhoka mat khana,
Pyar Agar gunah toh usse hone mat dena,
MAgar pyar koi kare Tumse toh usse rone mat dena !!
*~*~*TUM NE POOCHA*~*~*

tum ne poocha k,
dukh kia hota hai,
to suno,
aisa kern
kabhee kisi ko chahna,
or chahtey hee rehna,
din bhar us ko sochtey hee rehna,
jagtee ankhoon se us k sapney
dekhtey hee rehna,
apney haathon ki lakeeron mein us ka
naam tarashtey hee rehna,
or jab kabhee woh,
in riazaton ka hisaab mangney ko,
saamney aaye to,
tum ana ka haath thaam lena,
Agar woh kuch kahay to,
muskura ker anjan ban jana,
or jab woh mayoos ho ker laut jaye to,
apney ander jhaankna,
or khud se poochna,
tub tumhara dil
tumhein bata day ga k,
dukh kisey kehtey hain,
dukh kia hota hai... .. . !!!!!!
**mohabat kar nehi paaya**
december k maheenay ka,
wo shaayad aakhri din tha..
baras guzray kaii,
main nay "mohabat" lafz likha tha..
kisi kaaghaz k tukray par!
achaanak yaad aaya hay,
baras guzray kaii,
mujh ko kisi say baat karni thi..
usay kehna tha..
"jaan-e-jaan!
mujhay tum say mohabat hay.."
mAgar main keh nehi paaya..
wo kaaghaz aaj tak,
lipta para hay dhool main lekin..
kisi ko day nehi paaya,
dobaara chah kar bhi main,
mohabat kar nehi paaya...!!
Kuch kahain to tauheene hasti hai
Kaisi ajab yeh dunya ki basti hai
Maree ko tu dain kandha sabhi
MAgar zindagi raham ko tarasti hai
KAHAN A DOST CHALTE JA RAHE HO
BAHOOT AAGE NIKELTE JA RAHE HO

CHALE JAOW MAgar YEH TO BATAOW
YEH RESTE KION BADALTE JA RAHE HO.
Dil K Afsane Hum Ankho Se Byan Karenge,
Agar Humare Isharon Ko Smajh Jao Tum.
Hum Geet Naye Sajayenge,
Agar Hoto Se Chhu Lo Tum
Asman ko need aaye to kahna sulaau kahan Dharti ko maut aaye to dafnao
kahan SAgar mein lehar aaye to chupao kahan Jab teri yaad aye to jau
kahan!!!
Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo
Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo
Phir bhi na dikhe Agar toh chashma badal kar dekh lo
Aye mahobbat tere har khushi ke liye zamaane se lad jaaonga,
teri zindagi ko mahkaane ke liye main Agarbatti ki tarah mahkaaonga
jahan phoolo ko khilna tha wahin khilte to acha tha
tumhi ko humne chaha tha tumhi milte to acha tha
koi aakar humein pooche tumhein kaise bhulaya hai
tumhare khat ko ashkoN se shab-e-ghum mein jalaya hai
hazaron zakhm aise hain Agar silte to acha tha
tumhi ko hum ne chaha tha tumhi milte to acha tha
tumhein jitna bhulaya hai tumhari yaad aai hai
bahar-e-noh jo ai hai wohi khusboo hi lai hai
tumhare lab meri khaatir Agar hilte to acha tha
tumhi ko humne chaha tha tumhi milte to acha tha
jahan phoolo ko khilna tha wahin khilte to acha tha
tumhi ko humne chaha tha tumhi milte to acha tha