Agar SMS Messages1430 messages

MOHABBAT aankh main palta wo pur-israr jazba
Jise ab tak koi nai samajh paya
Na iski koi surat hai
Na iska koi paimana
Dhake alafz main iska bohat izhar hota hai
Kuch aise hi k jaise ab
"Tah-e-dil"se hum dono iqrar karte hain
MAgar phir bhi na jane kyun
Tmhen zid hai k men kehdun
Mujhe zid hai k tm kehdo
Mujhe tum se MOHABBAT hai
Kaho mujh se MOHABBAT hai......
Wo Agar husn waloon ki sarkaar thay
Hum bhi shahir-e-mohabt k sardar thay

Aik jurm-e-mohabt ki padaash mein
Omr bhar keliay hum szawaar thay

Maot ka faisla jab kia tha kbhi
hum bhi tyaar thay, wo bhi tyaar thay

Kar skay na koi wadaa wafa
Aik eqraar tha , laakh inkaar thay

Hum marez-e-sahub gham rahay esliay
Jitnay taryaak thay , saray beqar thay

Wo jo bichar kar juda ho gaye
Wo mohabt k jazboon ki mehkaar thay
shikway bhi hazaron hain shikayat bhi bohat hai
iss dil ko mAgar uss say mohabat bhi bohat hai
aajati hai milnay wo tassavor main sar e sham
ek shaks ki itni si inayat bhi bohat hai
yeh bhi hai tamanna k usay dil say bhula dain
iss dil ko mAgar uss ki zaroorat bhi bohat hai
dekhain to zara pi k zeher e mohabbat
suna hai k iss zeher main lazzat bhi bohat hai
Muddat say koi acha dost na mila
Ek zamanay k bad milna acha laga
SAgar say gehri lagi apki ankhein
Tairna to ata tha hamein par dobna acha laga
zindagi main bohat baar waqat asa ai ga
jb tum ko cahnay wala hi tum ko rulai ga
mAgar bhrosa rakhna uspar akelay main
who tum say kahi ziyada aansu bahaye ga
Sapna Kabhi sakar nahi hota mohabbat ka koi aakar nahi hota
sub kuch hojata hai is dunya mein mAgar
dubara kisi se sacha pyaar nahi hota
zindagik kisi mor per khud ko tanha na samajhna,me tere sath hun apne se juda na samjhna,me tujhse jan se bad kar pyar karta hun,meri muhabbat ko bura na sajhna,tum phuloon ki tarah khubsurat ho,masoom ho,dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna,umar bher tera sath dene ka wada kiya he,zindagi ne Agar sath na diya to bewafa na samjhna,ab b tune mere pyar ko thukraya sanam,ise mera muqaddar jan na apni khata na samjhna..
Tufano me jindagi ko panah kaha milti hai,
Anjani rahon me rahe kaha milti hai.
Arey, TAJMAHAL banane ka hosla to ham bhi rakhte hai,
MAgar wafadar MUMTAJ kaha milti hai
Zindagi se sabhi ko mohabbat hai,par zindagi kisiki mehboob nahi
banti,tamanna leker jeete hain sab log,mAgar har tamanna TAQDIR nahi
banti...
Koi kehta hai pyar ek tarah ka nasha hai,

koi kehta hai pyar ek tarah ki saza hai.

Par me kehta hu pyar karo Agar sacche dil se

to pyar jine ki ek aur wajah hai.
Agar kush hai woh dekh kar ansu meri ankhon me,

to khuda ki kasam hum muskurana hi chod denge.

Tadapte rahenge use dekhne ko

mAgar uski taraf palke uthana hi chod denge.

Wo manjil hi kya meri jo dukh de us ko,

khuda ki kasam us manjil pe hum jana hi chod denge!
Kuchh hum bhi pagal hain
Kuchh tum bhi deewane
na tumko koi samjhe
Na humko koi jane

Hum kuchh aise nirale hain
Dil jo bhi kahe wo kerte hain
Hum dekh ke jinko jinda hain
Sach kahoon to un pe murte hain
Hum Agar hain manchule
To wobhi hain ek Diljule
Jeewan ki raah men jo door chule
Wo yaad karenge humeN
maan ke kuchh bhi

Mana honge hum kahain
aur tum kahin koi ghum nahin
Jayen chahe hum kahin bhi
Yaaden aayengi wohi haseen
Yaaden jub aayengi
Aise kuchh chhayengi
Beete huwe din raat ki tasweer layengi


kuchh hum bhi pagal hain
Kuchh tum bhi deewane ho
Na tumko koi samjhe
Na humko koi jane